% ISB File: WaapasiSaajanKi_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa sapano.n me.n ko_ii ... churaa ke meraa dil le gayaa}%
\film{Waapasi Saajan Ki}%
\year{1995}%
\starring{Shoaib Khan, Ashwini Bhave, Shoma Sircar, Kulbhushan, Gulshan}%
\singer{Abhijit, Sapana}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Azad Jullundhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa aa aa
aayaa sapano.n me.n ko_ii shahazaadaa
churaa ke meraa dil le gayaa
kar gayaa aaj milane kaa vaadaa
churaa ke meraa dil \threedots

nazare.n milaa ke vo paagal banaa gayaa
khushbuu sii banakar vo dil me.n samaa gayaa
laage su.ndar jo phuulo.n se pyaaraa
churaa ke meraa dil \threedots

maa.ng bharegaa merii mujhe apanaa_egaa
meraa bholaa baalam siidhaa saadaa
churaa ke meraa dil \threedots

ban ke dulhaniyaa.n piyaa ke ghar jaa_uu.ngii
apanii mohabbat se usako rijhaa_uu.ngii
kar liyaa maine dil me.n aaj iraadaa
churaa ke meraa dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{balleshaah kade ishq naa kari_e ... ishq naa karanaa kabhii tum}%
\film{Waapasi Saajan Ki}%
\year{1995}%
\starring{Shoaib Khan, Ashwini Bhave, Shoma Sircar, Kulbhushan, Gulshan}%
\singer{Mohammed Aziz, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Azad Jullundhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

balleshaah kade ishq naa kari_e ishq de khel niraale
ishq le miTTii vich milaa_e taajaa.n takhtaa.n vaale

ishq naa karanaa kabhii tum ishq naa karanaa
ishq kii baajii ko_ii naa jiitaa sab aashiq ga_e haar
kabhii tum ishq naa \threedots

ishq me.n laakho.n dard bichho.De ishq ne laakho.n ke dil to.De
sohaNii ne bhii jaan ga.nvaa_ii sarasii ghar vaapas naa aa_ii
ishq kii baat kare jab ko_ii mat karanaa aitabaar ho ho
ishq naa karanaa \threedots

do raahe.n hai.n par jab aa jaa_e.n aashiq ko kuchh samajh naa aa_e
chho.D ke raa.njhaa takht hazaaraa naukar banake kare gujaaraa
ishq ke diivaano.n ne dhokhaa khaayaa har baar
ishq naa karanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhiire dhiire haule haule ... cha.Dh gayaa pyaar kaa bukhaar}%
\film{Waapasi Saajan Ki}%
\year{1995}%
\starring{Shoaib Khan, Ashwini Bhave, Shoma Sircar, Kulbhushan, Gulshan}%
\singer{Abhijit, Sapana}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Azad Jullundhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dhiire dhiire haule haule dil kii dha.Dakan mujhase bole re
ho gayaa mujhe pyaar kaa bukhaar
##o my sweety. western beauty##
nabz dikhaa le ##check## karavaa le mai.n bhii huu.N biimaar
cha.Dh gayaa pyaar kaa bukhaar

jaaduu kar gayaa ek la.Dakaa jor se meraa dil dha.Dakaa
badan meraa kuchh garm hu_aa mai.n ##sick## huu.N tan garm hu_aa
##thermometer## se jab dekhaa ##degree## ek sau chaar
cha.Dh gayaa pyaar kaa \threedots

ye kaisii biimaarii hai jalatii ##body##
saarii saarii raat ko nii.nd nahii.n aatii
sar kuchh bhaarii bhaarii hai
pyaar kaa do ##injection## mujhako ho jaa_e be.Daa pyaar
cha.Dh gayaa pyaar kaa \threedots

##fever## ba.Dhataa jaataa hai dil meraa ghabaraataa hai
duur tere Gam kar duu.ngaa ##fever## bhii kam kar duu.ngaa
aa lag jaa ik baar gale se o mere diladaar
cha.Dh gayaa pyaar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii paayal bole chhan chhan ... tujhako taras naa aa_e}%
\film{Waapasi Saajan Ki}%
\year{1995}%
\starring{Shoaib Khan, Ashwini Bhave, Shoma Sircar, Kulbhushan, Gulshan}%
\singer{Poornima, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Azad Jullundhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

merii paayal bole chhan chhan
meraa ka.nganaa bole khan khan khan
tohe baar baar samajhaa_e merii dekh javaanii
haay beliyaa tujhako taras naa aa_e
merii paayal bole \threedots

merii meha.ndii kaa ra.ng laal abhii tarasaa_egaa kitane saal
abhii o meraa ab tak husn ka.nvaaraa
hai meraa dil tere pyaar kaa maaraa
meraa yauvan tujhako bulaa_e merii dekh javaanii
haay beliyaa tujhako \threedots

merii chunarii kaa ra.ng dhaanii hai tuune merii kadar na jaanii hai
meraa pyaar bharaa dil to.D diyaa merii maa.ng bharii aur chho.D diyaa
tuune dil par tiir chalaa_e merii dekh javaanii
haay beliyaa tujhako \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{puurab se ik pyaaraa jho.nkaa ... vatan ke fasaane}%
\film{Waapasi Saajan Ki}%
\year{1995}%
\starring{Shoaib Khan, Ashwini Bhave, Shoma Sircar, Kulbhushan, Gulshan}%
\singer{Suresh Wadekar, Mohammed Aziz, Mukul Agrawal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Azad Jullundhary}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

puurab se ik pyaaraa jho.nkaa pavan u.Daakar laa_ii
aaj achaanak dilabar aayaa yaad vatan kii aa_ii

vatan ke fasaane vatan kii kahaanii
sataane lagii hai.n vo yaade.n puraanii
vatan ke fasaane \threedots

meraa ek nanhaa saa beTaa thaa pyaaraa
kabhii usako dekhaa nahii.n phir dubaaraa
kisii haadase me.n vo gum ho gayaa thaa
achaanak kahii.n bhii.D me.n kho gayaa thaa
li_e ghuumataa huu.N mai.n usakii nishaanii
vatan ke fasaane \threedots

ta.Dapatii rahii merii biivii bechaarii
ka_ii saal karatii rahii i.ntazaar
vatan chho.Dakar aisaa parades aayaa
bahut der usako naa mai.n dekh paayaa
badal ga_ii bu.Dhaape me.n usakii javaanii
vatan ke fasaane \threedots

mai.n rotii hu_ii apanii maa.N chho.D aayaa
mai.n mamataa bharaa usakaa dil to.D aayaa
naa paradesh jaa tuu mujhe Tokatii thii
vo ro ro ke rastaa meraa rokatii thii
magar ek bhii usakii maine naa maanii
vatan ke fasaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
