% ISB File: WahanKeLog_1967.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham tumase muhabbat kar ke sanam duniyaa kaa fasaanaa bhuul gaye}%
\film{Wahan Ke Log}%
\year{1967}%
\starring{}%
\singer{Mukesh}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ham tum se muhabbat kar ke sanam, duniyaa kaa fasaanaa bhuul gaye
aa.Nkho.n se terii ek jaam piyaa phir hosh me.n aanaa bhuul gaye

jab dekh lii terii mast nazar maikhaane kaa rastaa chho.D diyaa
zulfo.n pe terii jab aa.Nkh pa.Dii, saavan kaa zamaanaa bhuul gaye
aa.Nkho.n se terii   \threedots

ai husn terii ulfat ne hame.n pahu.Nchaa diyaa aisii ma.nzil pe
kadamo.n pe tere ek sajadaa kiyaa, phir sar ko uThaanaa bhuul gaye
aa.Nkho.n se terii   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
