% ISB File: Wapas_1943.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhuul na jaanaa aaj kii baate.n}%
\film{Wapas}%
\year{1943}%
\starring{Asit Baran, Bharati Devi}%
\singer{Asit Baran, Indrani Roy}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Munshi Zakir Husain}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Date: Dec 11, 2000

\printtitle
#indian

i:   bhuul na jaanaa aaj kii baate.n
     ye upavan ye samay suhaanaa
     bhuul na jaanaa
a:   dono.n kaa aakaar mil jaanaa
     bhuul na jaanaa
a/i: dono.n kaa aakaar mil jaanaa
     bhuul na jaanaa
a:   chhupanaa rukanaa aur sha.rmaanaaa
i:   chhupanaa rukanaa aur sha.rmaanaaa
a:   bhuul na jaanaa bhuul na jaanaa

i:   khushii se hai man phulaa phulaa
a:   kaisaa pyaaraa pyaaraa jhuulaa
i:   jhuulan apanaa
a:   aur jhuulanaa
a/i: bhuul na jaanaa aaj kii baate.n
     bhuul na jaanaa

a:   dil se dil kaa taar milaakar
i:   prem kaa sundar saaz bajaakar
i:   jhuum jhuum
a:   jhuum jhuum dono.n kaa gaanaa
i/a: aa aa aa haa haa haa haa
     bhuul  na jaanaa aaj kii baate.n
     bhuul na jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham kochavaan pyaare}%
\film{Wapas}%
\year{1943}%
\starring{Asit Baran, Bharati Devi}%
\singer{Asit Baran}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Pt Bhushan}%

%Contributor: Prithviraj Dasgupta
%Date: Nov 30, 2000
%Comments: Three lyricsts in this movie: Pt Bhushan,
%          Akhtar Chughtai, Zakir Hussain

\printtitle
#indian

ham kochavaan ham kochavaan
ham kochavaan pyaare
hai.n duniyaa bhar ke log hamaarii
aa.Nkho.n ke taare
ham kochavaan \threedots

saarii duniyaa kii ha.Nsii khushii
saare sa.nsaar kaa Gam
le jaaye uThaa kar ham
ham kochavaan \threedots

ko_ii pyaar kare.n yaa vaar kare.n
ham mast sadaa rahate
aur mu.Nh se yahii kahate
auro se hame.n kyaa lenaa denaa
ham sab se nyaare
ham kochavaan \threedots

jab chaa.Nd se sudhaa barasatii hai
aur saarii duniyaa ha.Nsatii hai
jab bichha.De do dil milane par
har uja.Dii bastii basatii hai
jab premii prem kii mastii bharii
mastaanii taan u.Daate hai.n
ham inako udhaar le jaate hai.n
ham unako idhar le aate hai.n
chalanii hamaarii Tik\-Tik\-Tik\-Tik kar ke
gaa.Dii sab ke sahaare
ham kochavaan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiivan hai bekaar binaa tumhaare}%
\film{Wapas}%
\year{1943}%
\starring{Asit Baran, Bharati Devi}%
\singer{Asit Baran, Indrani Roy}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Pt Bhushan}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Date: Dec 11, 2000

\printtitle
#indian

i:   jiivan hai bekaar binaa tumhaare binaa tumhaare
     suunaa sab sa.nsaar binaa tumhaare binaa tumhaare
     binaa tumhaare in nainan me ghor a.ndheraa chhaa_e
     chalatii hu_ii havaa tham jaa_e sukh kii saa.Ns na aa_e
     TuuTe dil ke taar binaa tumhaare binaa tumhaare

a:   ham se na bhed chhupaa_o sajanii
     Kud bano na hame.n banaa_o
     man me.n aur zubaa.N  par bhalaa ye kaisaa dhokaa
     jisakii man me chaah usii ko  ye rokaa vo Tokaa
     kaun kahegaa priit ise ye kaisaa ulTaa pyaar
a/i: jiivan hai bekaar \threedots

i:   tum ho o o
     tum ho paas jo ujarii bagiyaa.N pal bhar me bas jaa_e
     maut zi.ndagii bane anokhii ra.ngat muuh par aa_e
a:   mast havaa_e.N hasii.N khushii kii guu.nj uThe champaa
a/i: jiivan hai bekaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumane mujhase prem jataa kar duniyaa se begaanaa kiyaa}%
\movie{Wapas}%
\year{1943}%
\starring{Asit Baran, Bharati Devi}%
\singer{Asit Baran}%
\music{R C Boral}%
\lyrics{Munshi Zakir Hussain}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Date: Dec 11, 2000
% Credits: Urzung Khan
% Comments: Three lyricsts in this movie: Pt Bhushan,
% Akhtar Chughtai, Zakir Hussain

\printtitle
#indian

tum ne mujh se prem jataa kar
duniyaa se begaanaa kiyaa
dil thaa ek sukh duHkh kaa saathii
us ko bhii diivaanaa kiyaa
tum ne \threedots

dil kaa shiishaa naazuk shiishaa
Thes lagii bas chuur hu_aa
biitii jo kuchh mujh par biitii
logo.n ne afasaanaa kiyaa
tum ne \threedots

haa aa aa aa

tum se jo us din aa.Nkh lagii
ab tak na hamaarii aa.Nkh lagii
da.rd kaa saudaa mol liyaa
sukh chain tumhe.n nazaraanaa kiyaa
tum ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
