% ISB File: Waris_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek bechaaraa pyaar kaa maaraa}%
\film{Waris}%
\year{1969}%
\starring{Hema Malini, Jeetendra}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

##dummy words##
( ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa ) \-2

( daaman na bachaa_o, nazare.n na churaao
behosh kar ke hosh me.n to laao ) \-2
diiwaanaa ban chukaa huu.N afasaanaa naa banaao

ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa

( pahaluu me.n biThaa lo, aa.Nkho.n me.n chhupaa lo
ai shaah\-e\-hasiinaa bismil kii duaa lo ) \-2
kab tak rahoge tanhaa saathii ko_ii banaa lo

ek bechaaraa haa
pyaar kaa maaraa haa
raaho.n me.n terii dekh pa.Daa hai
Daal de jaanaa.N uu uu
zulfo.n kaa saayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n}%
\film{Waris}%
\year{1969}%
\starring{Hema Malini, Jeetendra}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Ashok Dhareshwar <adhareshwar@worldbank.org>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/03/1996

\printtitle
#indian

ra: kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n
    raah me.n chalate\-chalate raahii, kho gae be\-Kudii me.n
la: kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n
    raah me.n chalate\-chalate raahii, kho gae be\-Kudii me.n
ra: kabhii kabhii aisaa bhii to \threedots

la: kis ko pataa thaa, chaa.Ndanii jaaegii
ra: haay, kaalii ghaTaa chhaaegii
la: Tha.nDii puhaar hame.n paas\-paas laaegii
ra: hm, baat ban jaaegii
la: dil kii dha.Dakan sur badalegii gha.Dii do gha.Dii me.n
    kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n
    raah me.n chalate\-chalate raahii, kho gae be\-Kudii me.n
    kabhii kabhii aisaa bhii to \threedots

ra: ni.ndiyaa ke baadal, ghir\-ghir aae hai.n
la: o o, aa.Nkho.n pe chhaae hai.n
ra: o ra.Ng bhare sapano.n ko sa.Ng\-sa.Ng laae hai.n
la: aa, jaal bichhaae hai.n
ra: pyaar kii khushabuu mahak rahii hai, saa.Nso.n kii raaginii me.n
la: dil kii dha.Dakan sur badalegii gha.Dii do gha.Dii me.n
    kabhii kabhii aisaa bhii to hotaa hai zi.ndagii me.n
    raah me.n chalate\-chalate raahii, kho gae be\-Kudii me.n
    kabhii kabhii aisaa bhii to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laharaa ke aayaa hai jho.Nkaa bahaar kaa}%
\film{Waris}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Hema Malini}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajender Krishan}%

% Contributor: Ajay Gupta guptaaj@bharatpetroleum.com
% Transliterator: V S Rawat
% Date: 17 Nov 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

la:	laharaa ke aayaa hai jho.Nkaa bahaar kaa
	mausam hai pyaar kaa, aa bhi jaa
ra:	ham to kab se kha.De dilarubaa
	sun rahe tere dil kii sadaa
	is kadar beKudii yaa Kudaa
la:	huu.N, laharaa ke \threedots

lata:	( nayii\-nayii pahachaan ho gayii
	pyaar kii raah aasaan ho gayii ) \-2
	khul gayaa pyaar kaa raastaa
	hamasafar ek mujhe mil gayaa
	miT gayaa pyaar kaa faasalaa
	huu.N, laharaa ke \threedots

ra:	( jahaa.N\-jahaa.N dekhuu.N mai.n tuu hai
	koii tamannaa koii aarazuu hai ) \-2
	mai.nne maa.Ngii thii ek din duaa
	us duaa me.n asar mil gayaa
	ab qismat se maa.Ngu.N mai.n aur kyaa
	huu.N, laharaa ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
