% ISB File: Yaaraanaa_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhole o bhole... mere yaar ko manaa de}%
\film{Yaaraanaa}%
\year{1981}%
\starring{Amitabh Bachchan, Neetu Singh}%
\singer{Kishore}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 2 Jul 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

bhole o bhole
tuu ruuThaa dil TuuTaa
(mere yaar ko manaa de
vo pyaar phir jagaa de) 2

kyaa hogaa phir teraa gaurii jo ruuTha jaaye
shankar tere maathe kaa cha.ndaa jo TuuTa jaaye
Dam Dam Dam Damaruu naa baaje
bam bam bam phir tuu naa naache
yaar agar naa maane
mere yaar ko \threedots

wo bicha.Daa to kasam se phir mai.n na jii sakuu.ngaa
mere bhole tere jaise mai.n zahar na pii sakuu.ngaa
zism huu.n mai.n wo jaan hai merii
usako nahii.n pahachaan hai merii
pyaar meraa tuu jaane
mere yaar ko \threedots

% sad version: you can visualise tears in Kishore's eyes on listening to this

kyaa jaane kyuu.n tujhape mujhe itanaa pyaar aaye
tuu ruuThe to jaise merii kismat ruuTha jaaye
duur na jaa yuu.n aa.Nkh churaake
kyaa paayegaa mujhako rulaake
maan bhii jaa diiwaane
(mere yaar muskuraa de
vo pyaar phir jagaa de) 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhuu kar mere man ko, kiyaa tuune kyaa ishaaraa}%
\film{Yaarana}%
\year{1981}%
\starring{Amitabh Bachchan, Neetu Singh}%
\singer{Kishore}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi ?}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
% 	   Arun Verman (verma@cs.cornell.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

chhuu kar, mere man ko, kiyaa tuune, kyaa ishaaraa
badalaa ye mausam, lage pyaaraa jag saaraa
chhuu kar\threedots

tuu jo kahe jiivan bhar, tere liye mai.n gaauu.N,
tere liye mai.N gaauu.N,
giit tere bolo.n pe likhataa chalaa jaauu.N,
likhataa chalaa jaauu.N,
mere giito.n me.n, tujhe Dhuu.NDhe jag saaraa
chhuu kar\threedots

aajaa teraa aa.Nchal ye, pyaar se mai.n bhar duu.N,
pyaar se mai.n bhar duu.N,
khushiyaa.N jahaa.N bhar kii, tujhako nazar kar duu.N,
tujhako nazar kar duu.N,
tuu hii meraa jiivan, tuu hii jiine kaa sahaaraa
chhuu kar\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere jaisaa yaar kahaa.N kahaa.N aisaa yaaraanaa}%
\film{Yaaraanaa}%
\year{1981}%
\starring{Amitabh Bachchan, Neetu Singh}%
\singer{Kishor}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10426 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

tere jaisaa yaar kahaa.N kahaa.N aisaa yaaraanaa
yaad karegii duniyaa teraa\-meraa afasaanaa
tere jaisaa yaar kahaa.N \threedots

merii zindagii sa.Nvaarii mujhako gale se lagaa ke
baiThaa diyaa falak pe mujhe Kaaq se uThaa ke \-2
yaaraa terii yaarii ko maine to Kudaa maanaa
yaad karegii duniyaa \threedots

mere dil kii ye du_aa hai kabhii duur tuu na jaa_e
tere binaa ho jiinaa vo din kabhii na aa_e \-2
tere sa.ng jiinaa yahaa.n tere sa.ng mar jaanaa
yaad karegii duniyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
