% ISB File: Yaaraanaa_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{laayaa baaraat laayaa ... meraa piyaa ghar aayaa o raam jii}%
\film{Yaarana}%
\year{1995}%
\starring{Madhuri Dixit, Rishi Kapoor}%
\singer{Kavita Krishnamurthy, chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{}%

% Contributor: Libra0930 <libra0930@aol.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 02/17/1997

\printtitle
#indian

laayaa baaraat laayaa, ghu.NghaTaa uThaane aayaa
apanaa banaane aayaa, vo
cha.Ndaa bhii saath laayaa, taare bhii saath laayaa
paagal banaane aayaa, vo

meraa piyaa ghar aayaa, o raamajii	\- 4
meraa piyaa ghar aayaa			\- 2

merii paayal chhanake chhan chhan
merii bi.ndiyaa chamake chham chham
meraa ka.Nganaa khanake khan khan
meraa nikalaa jaae dam dam
diivaanii mai.n diivaanii, sharam ko chho.D duu.Ngii
mai.n ab naachuu.Ngii itanaa, ki ghu.Ngaruu to.D duu.Ngii
nazar kaa vaar hogaa, jigar ke paar hogaa
merii aa.Nkho.n ke aage meraa diladaar hogaa
meraa ka.Nganaa khanake khan khan
meraa nikalaa jaae dam dam
meraa piyaa ghar aayaa \threedots

meraa Dhalataa jaae aa.Nchal
meraa bikharaa jaae kaajal
mujhe lagataa hai ye pal pal
ho jaaU.Ngii mai.n paagal
kabhii ruuThuu.Ngii usase, kabhii hogii sharaarat
kabhii koii gussaa usakaa, kabhii hogii mohabbat
dha.Dakataa hai dil meraa, na jaane kyaa karuu.N mai.n
kuchh hone vaalaa hai jii, na jaane kyuu.N Daruu.N mai.n
meraa Dhalataa jaae aa.Nchal, meraa bikharaa jaae kaajal

meraa piyaa ghar aayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nuuraanii chehare vaale dilavaale ai dilavaale}%
\film{Yaaraanaa}%
\year{1995}%
\starring{Rishi, Madhuri, Raj Babbar, Kader, Shakti, Tej Sapru, Anil Dhawan}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

nuuraanii chehare vaale dilavaale ai dilavaale
do chaar mahiine me.n hii mere hone vaale
o patthar dil diivaane tuu chaa.Nd ko chaa.Nd na maane
are o diivaane
allaah allaah meraa dil dha.Dake allaah tere li_e ta.Dape
vallaah re vallaah re tere nakhare vallaah shole bha.Dake

kaisii duniyaa tuufaanii a.ndaaz terii mastii kaa
chupake se churaayaa dil ko ye hunar kahaa.n se siikhaa
laakho.n jaanam dekhe hai.n par tumasaa kahii.n naa dekhaa o yaaraa
i.nkaar na kar diladaar mujhe dekh ke bhii na dekhe terii isii adaa ne maaraa
zaraa dekh palaT ke jaanii dil li_e kha.Dii diivaanii diivaanii o diivaanii

mahabuub tuu is duniyaa me.n merii khaatir hii aayaa
taariif karuu.n kyaa usakii jisane tujhe banaayaa
are haule haule Dole
are jaanaa hai terii adaa mastaanaa
are laakh manaayaa dil ko par dil na maanaa
kab tak tuu na apanaa_e ye laaj kha.Dii rah jaa_e
are o diivaane
allaah allaah meraa dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
