% ISB File: YehDilKiskoDoon_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam}%
\film{Ye Dil Kisko Doon}%
\year{1963}%
\starring{Shashi Kapoor, Raagini}%
\singer{Rafi, Usha Khanna}%
\music{Iqbal Qureshi}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date: 17 Jan 2005
% Series: Rafi Veritable Gems
% Credits: U V Ravindra, Satish Kalra, Shalini Razdan
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

rafii: phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam
inakaar kaa aalam kabhii iqaraar kaa aalam
phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam
ushaa: pyaar kaa aalam

rafii: (vo pahalii mulaaqaat me.n)\-2
vo pahalii mulaaqaat me.n ra.ngiin ishaare
phir baato.n hii baato.n me.n vo takaraar kaa aalam
phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam
ushaa: pyaar kaa aalam

rafii: (vo jhuumataa balakhaataa)\-2
(vo jhuumataa balakhaataa huaa sarv\-e\-Kiraamaa.N)
mai.n kaise bhulaa duu.N terii rafataar kaa aalam
phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam
ushaa: pyaar kaa aalam

% sarv = the cypress tree, Khiraamaa.N = moving, swaying
% The beloved('s gait) is being likened to a gracefully
% swaying, tall, cypress tree. 

rafii: (kab aaye the vo kab gaye)\-2
kab aaye the vo kab gaye, kuchh yaad nahii.n hai
aa.Nkho.n me.n basaa hai vohii diidaar kaa aalam
phir aane lagaa yaad vohii pyaar kaa aalam
inakaar kaa aalam kabhii iqaraar kaa aalam
ushaa: pyaar kaa aalam
rafii: pyaar kaa aalam
ushaa: pyaar kaa aalam
rafii: haay pyaar kaa aalam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
