% ISB File: YehRaasteHainPyaarKe_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa o piyaa ... o jaan\-e\-jaa.n ... khoyaa khoyaa chaa.Nd hai}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Asha, Chorus/ Udit Narayan}%
\music{Adnan Sami}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

chhan nan chhan chhan chhanan chhanan chhan nan chhan chhan
aajaa aajaa o piyaa aaj maane naa jiyaa
baaho.n me.n le le hame.n sochataa hai kyaa
ho jaan\-e\-jaa.n hamako naa ta.Dapaa
o Tha.nDii Tha.nDii hai havaa bhiigii bhiigii hai fizaa
aag hai dil me.n jagii pyaar barasaa jaa
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

duuriyo.n se ai sanam meraa nikalaa jaa_e dam
gair saa dekhe hai kyaa paas aa tere hai.n ham
so rahaa hai ye jahaa.N pyaar se mujhako churaa
hiiraa huu.N mai.n pyaar kaa siine pe sajaa
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

raat na jaa_e guzar ham kare.n kaise safar
yaa to hamako pyaar kar yaa hame.n de de zahar
zulf me.n chhup jaa zaraa yuu.N gale mil jaa zaraa
saa.Nso.n me.n ghul jaa zaraa mujhako naa sataa
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

%Part 2:

chhan nan chhan chhan chhanan chhanan chhan nan chhan chhan
khoyaa khoyaa chaa.Nd hai kyaa suhaanii shaam hai
ho.nTho.n pe ik naam hai naam hai teraa
o jaan\-e\-jaa.n aajaa naa ta.Dapaa

o jaan tere naam hai ab teraa ye kaam hai
yaa to mai.n jii luu.N zaraa yaa ke de duu.N jaa.n
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

Dhalakii Dhalakii hai chunar pyaar se tuu bekhabar
chho.D duniyaa kii fiqar aajaa aajaa aa idhar
naam le ke pyaar kaa tuu kadam apane uThaa
soch naa a.njaam kaa hogaa jo hogaa
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

le le merii chaahate.n dil ko de de raahate.n
pyaar ke hai.n raaste aa Kudaa ke vaaste
ishq hii to hai Kudaa ishq se hai kyuu.N judaa
ishq pe duniyaa fidaa sun le ye sadaa
o jaan\-e\-jaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bam bhole ... haule haule tanaman Dole}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Vinod Rathod, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bam bhole bham bhole bam bhole
cha.Dh ga_ii jaaduu kar ga_ii kar ga_ii re
bhole sha.nkar kii buuTii
are golii chalii a.ndar hoy begam baahar
haay baadashaah a.ndar hoy begam baahar
haay golii a.ndar begam baahar baadashaah a.ndar begam baahar
a.ndar baahar baahar a.ndar
uupar niiche aage piichhe
aage piichhe uupar niiche
o

chup ham kaa karate jii jii jii jii
oy tumane bolaa pii pii pii pii
are ham kaa karate 
jii jii
haa.n tumane bolaa
pii pii
to hamane pii lii
to hamaraa doSh nahii.n kuchh bhii
ke hamakaa hosh nahii.n kuchh bhii

jhug jhugii jhugii jhum
lak lak lak
bam bhole
are bam bam bhole
bam bhole
are bolo re babu_aa bam bam bhole
bam bam bhole

haule haule tanaman Dole
aisii chaabii haath lagii jisane saare daravajje khole
bolo re babu_aa \threedots

o khul ga_ii kismat bhii
to hamaraa dos nahii.n kuchh bhii
ke hamakaa hos nahii.n kuchh bhii
haule haule \threedots

tumane itane pyaar se dekhaa
to.D dii hamane laaj kii rekhaa
jaane kaisii chiiz pilaa dii
a.ng a.ng me.n aag lagaa dii
raam hii jaane ab kyaa hogaa
kaisaa aaj tamaasaa hogaa

duniyaa dekhegii haa.N duniyaa dekhegii
ke hamakaa hos nahii.n kuchh bhii
ke hamaraa dos nahii.n kuchh bhii
ke tumaraa dos nahii.n kuchh bhii
ke tumakaa hos nahii.n kuchh bhii
he ham kaa karate jii jii
are tumane bolaa pii pii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{halle halle zaraa haule haule ... ye raat aage challe}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Vinod Rathod, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

halle halle zaraa haule haule
haa.n ye raat aage challe zaraa halle halle
ko_ii baat aage challe zaraa halle halle
ye raat aage challe \threedots

roz kahaa.n aisii mahafil aur aisii dhuumadhaam
yaar balle balle
ye raat aage challe \threedots

naa vo mai.n naa vo tuu naa vo ham badal ga_ii duniyaa
rah ga_e piichhe dil aage nikal ga_ii duniyaa
kaun kahaa.N par chho.D ghuumaghaam
yaar balle balle
ye raat aage challe \threedots

taa raa raaraa chhai.nyaa chhai.nyaa chhammaa chhammaa
aur balle balle
halle halle zaraa \threedots

dil me.n jo bas gayaa dil se vo nikalataa nahii.n
aasamaa.n kaa hai ye faisalaa badalataa nahii.n
phuul mile yaa kaa.NTe chhaDD chho.D chuum chaam
dil jalle jalle
ye raat aage challe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik dil se nikalate hai.n ye ye raaste hai.n pyaar ke}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Shaan, Jaspindar Narula}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye ye
ik dil se nikalate hai.n ye
ye raaste hai.n pyaar ke
ik dil ko pahu.Nchate hai.n ye
ye raaste hai.n pyaar ke
ik dil se nikalate \threedots

aage bhuul bhulaiyaa.n jaane.n kaa.NTe hai.n yaa phuul
saiyaa.n thaam lo baiyaa.n ham rastaa naa jaa_e.n bhuul
ye raaste hai.n pyaar ke \threedots

roshanii kho jaa_egii raat bhii to aa_egii
kyaa kare.nge raat ko nii.nd bhii to aa_egii
raat jab aa jaa_egii aag sii lag jaa_egii
pyaar kii baate.n kare.nge nii.nd kisako aa_egii
ye raaste hai.n pyaar ke \threedots

sun o mere hamasafar hai bahut lambaa safar
aaj tum ham saath hai.n kal ho kyaa kisako khabar
kuchh nahii.n hogaa magar ho gayaa jo kuchh agar
is jahaa.N ko chho.D ke bhii saath ho.nge hamasafar
ye raaste hai.n pyaar ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ... jo pyaar karataa hai}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Manohar Shetty, Kavita Subramaniam, Anuradha Paudwal}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ban jaataa hai
kisii kii zulfo.n kaa baadal ban jaataa hai
kisii ke tiiro.n kaa ghaayal ban jaataa hai
jo pyaar karataa hai paagal ban jaataa hai
jo pyaar karataa hai \threedots

pyaar me.n jiinaa pyaar me.n maranaa
aaj hii kar lo jo hai karanaa
der bahut ho jaa_egii varanaa
aaj kaa din jo guzar gayaa to kal ban jaataa hai
jo pyaar karataa hai \threedots

yaade.n uma.nge.n aramaa.n sapane
sabake yahaa.n ghar apane apane
ye sach hai ye maanaa sabane
shahar ye dil kaa uja.De to ja.ngal ban jaataa hai
jo pyaar karataa hai \threedots

dil detaa hai jaa.n letaa hai
amR^it me.n viSh bhar detaa hai
jiinaa mushkil kar detaa hai
pyaar kabhii har mushkil kaa hal ban jaataa hai
jo pyaar karataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa dil ik khaalii kamaraa}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Kumar Sanu, Anuradha Paudwal}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

meraa dil ik khaalii kamaraa kamare me.n ko_ii rahane lagaa
ye saaraa zamaanaa kahane lagaa
is chor ko ghar se nikaalo
maine kahaa zor lagaa lo
are ye nahii.n jaa_egaa
chalaa gayaa to phir vaapas nahii.n aa_egaa
meraa dil ik khaalii \threedots

bachapan kii ko_ii kahaanii hai
yaa isakaa naam javaanii hai
ye haal na jaane kab se hai
pahale se thaa yaa ab se hai
ko_ii isase kuchh mat kahanaa
ye merii guzaarish sabase hai
sun lo o duniyaa vaalo.n
tum chaahe.n shor machaa lo
are ye nahii.n \threedots

ik dil bole ye apanaa hai
ik dil bole nahii.n sapanaa hai
saaraa din dil dha.Dakaataa hai
phir saarii raat jagaataa hai
gussaa aataa hai bahut magar
tho.Daa saa pyaar bhii aataa hai
ko_ii bole dil de Daalo
ko_ii bole jaan chhu.Daa lo
ye nahii.n \threedots

ye chor nahii.n hai mor hai ye
ye mor nahii.n ko_ii aur hai ye
khaalii pi.njaraa rah jaa_egaa
ye pa.nchhii to u.D jaa_egaa
ye bhuulaa bhaTakaa raahii hai
kisii mo.D se ye mu.D jaa_egaa
chalo mujhase shart lagaa lo
kore kaagaz pe likhavaa lo
are ye nahii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye dil mohabbat me.n haar duu.N}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}%
\year{2001}%
\starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Sanjeev Darshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye dil mohabbat me.n haar duu.N
ye jaan bhii tujhape vaar duu.N
aa.Nchal me.n tere samaa naa sake
daaman me.n tere samaa naa sake
mai.n tujhako itanaa pyaar duu.N
ye dil mohabbat me.n \threedots

saare zamaane kii daulate.n apanii mohabbat kii jannate.n
rakh duu.N mai.n kadamo.n me.n tere khushiyaa.N tujhe beshumaar duu.N
ye dil mohabbat me.n \threedots

ham kis kadar khushanasiib hai.n ik duusare ke kariib hai.n
dil chaahe is ik pal me.n sanam mai.n umr saarii guzaar duu.N
terii mohabbat kaa shukriyaa tujhako du_aa_e.n hazaar duu.N
sau baar ye zi.ndagii mile sau baar tujhape mai.n vaar duu.N
tuu merii aa.Nkho.n ko nii.nd de mai.n tere dil ko karaar duu.N
ye phuul kyaa tere saamane aa tujhako saarii bahaar duu.N
puuchhe Kudaa kuchh maa.ng le mai.n naam teraa pukaar duu.N
vikii he he he
saaxii aa haa haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
