% ISB File: YehRaasteHainPyarKe_1963.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj ye merii zi.ndagii dekho Kushii me.n jhuumatii}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyar Ke}%
\year{1963}%
\starring{Sunil Dutt, Leela Naidu}%
\singer{Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 1 Oct 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

(aaj ye merii zi.ndagii dekho Kushii me.n jhuumatii
jaane chalii kahaa.N, jaane chalii kahaa.N) \-2

(tanhaa nahii.n chalii huu.N mai.n dil bhii hai meraa hamasafar
guzarii to huu.N idhar se mai.n phir bhii na_ii hai rahaguzar) \-2
zarro.n me.n bhii hai roshanii leke tu mujhako aa gayii
ai zi.ndagii kahaa.N, ai zi.ndagii kahaa.N \-2

(mujhako bulaa rahaa hai kyo.n dekho vo ko_ii duur se
ba.Dhane lage mere qadam jisakii taraf Guruur se) \-2
dil me.n bhii hai suruur saa, aa.Nkho.n me.n bhii hai nuur saa
shamaa jalii kahaa.N , shamaa jalii kahaa.N

(raaho.n me.n merii phuul hai taare merii nigaah me.n
ab naa mujhe pukaaraanaa, Duub chalii huu.N chaah me.n) \-2
apanaa nahii.n hai kuchh pataa, ai merii beKudii bataa
tuu le chalii kahaa.N, tuu le chalii kahaa.N

aaj ye merii zindagii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N}%
\film{Ye Raaste Hain Pyar Ke}%
\year{1963}%
\starring{Sunil Dutt, Leela Naidu}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Credits: Malini Kanth, Aug 16, 2004

\printtitle
#indian

rafii: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N
muhabbat kii duniyaa hai kitanii javaa.N
aashaa: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N
muhabbat kii duniyaa hai kitanii javaa.N
dono.n: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N

aashaa: aa aa.a.a.a aa.a aa.a.a aa.a

aashaa: o ho ho
rafii: aa haa
aashaa: aa aa aa aa aa aa
raii: aa haa haa
aashaa: o ho
rafii: o ho ho ho ho ho
aashaa: (ye sardii kaa mausam badan kaa.Npe thar thar)\-2
rafii: ye hai.n barf ke Dher yaa sa.ngamaramar % Rafi says sa.ngemaramar
dono.n: banaa le.n na kyuu.N apanii jannat yahaa.N
rafii: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N
muhabbat kii duniyaa hai kitanii javaa.N
dono.n: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N

rafii: ye uu.Nche pahaa.Do.n ke maGaruur saaye
aashaa: (ye kahate hai.n unako nazar to milaaye)\-2
dono.n: farishte bhii hai.n is jagah bezubaa.N
aashaa: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N
muhabbat kii duniyaa hai kitanii javaa.N
dono.n: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N

rafii: na paradaa hai koii na hai koii chilaman
aashaa: (jahaa.N paa.Nv rakh de.n hai phisalan hii phisalan)\-2
dono.n: qadam chho.Date jaa rahe hai.n nishaa.N

rafii: ye Kaamoshiyaa.N [aa aa aa] ye tanahaaiyaa.N [aa aa aa]
muhabbat kii duniyaa hai, kitanii javaa.N
dono.n: ye Kaamoshiyaa.N ye tanahaaiyaa.N

rafii:  aa aa.a.a.a aa.a aa.a.a aa.a
aashaa:   aa aa.a.a.a aa.a aa.a.a aa.a
dono.n: aa aa.a.a.a aa.a aa.a.a aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raaste hai.n pyaar ke chalanaa sambhal\-sambhal ke}%
\film{Yeh Raaste Hain Pyar Ke}%
\year{1963}%
\starring{Sunil Dutt, Leela Naidu}%
\singer{Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 1 Oct 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ye raaste hai.n pyaar ke chalanaa sa.Nbhal\-sa.Nbhalake
yahaa.N luuTate hai.n dil ko aramaa.N machal\-machalake

jo bhii is taraf se guzaraa kabhii lauTake na aayaa
aayaa to saath apanii (betaabiyaa.N hii laayaa) \-2
guzaregii umr saarii pahaluu badal\-badalake
ye raaste hai.n pyaar ke \threedots

is a.njuman me.n samajhaa jisako chiraaG dil kaa
dekhaa qariib se to (nikalaa vo daaG dil kaa) \-2
paravaanaa jo banegaa rah jaa_egaa vo jalake
ye raaste hai.n pyaar ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
