% ISB File: Zakhmee_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{huu.N jalataa hai jiyaa meraa bhiigii\-bhiigii raato.n me.n}%
\film{Zakhmee}%
\year{1975}%
\starring{Sunil Dutt, Asha Parekh, Reena Roy, Rakesh Roshan, Johny Walker}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Gauhar Kanpuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10078 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	huu.N jalataa hai jiyaa meraa bhiigii\-bhiigii raato.n me.n
	aajaa gorii chorii\-chorii ab to rahaa nahii.n jaa_e re
	huu.N huu.N ( haay re ) \-3
	he jalataa hai jiyaa meraa \threedots

aa \:	gulaabii ye pyaale hai.n tere havaale
	tuu bhii dil kii lagii ko bujhaa le
	phir naa aa_e kabhii aisii raat \-2
ki \:	jalataa hai jiyaa meraa \threedots

	pilaa_ii hai tumane jo pyaase ko shabanam
	dil ke shole bhalaa kaise ho.n kam
	banake baadal karo barasaat \-2
ki \:	ho ho jalataa hai jiyaa meraa \threedots

aa \:	naa naa abhii ye fasaanaa hame.n naa sunaanaa
	dekho raajaa qadam naa ba.Dhaanaa
	nahii.n chhe.Do aisii vaisii baat \-2
ki \:	ho jalataa hai jiyaa meraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
