% ISB File: Zalzalaa_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ha_ii ho ... jiiwan nayyaa bahatii jaaye}%
\film{Zalzalaa}%
\year{1952}%
\starring{Kishor Sahu, Devanand, Geeta Bali}%
\singer{Pankaj Mullick, Chorus}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Ali Sardar Jafri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 29, 2005

\printtitle
#indian

ko:	ha_ii ho ha_ii ha_ii \-2
	jiiwan nayyaa
	nayyaa bahatii jaaye \-2
	ha_ii ho ha_ii ho \-3
	Gam ke thape.De
	thape.De sahatii jaaye \-2
	ha_ii ho ha_ii ho \-3

pa:	aaye.n musaafir jaaye.n musaafir
	dil kaa dhokhaa khaaye.n e musaafir
	raah me.n luuTe jaaye.n musaafir
	lekin nayyaa
	nayyaa bahatii jaaye \-2
ko:	ha_ii ho ha_ii ho \-3
	jiiwan nayyaa
	nayyaa bahatii jaaye \-2
	ha_ii ho ha_ii ho \-3

pa:	duur kinaaraa gaharaa paanii
	tez bha.Nwar lahare.n diiwaanii
	raag hawaa_o.n
	raag hawaa_o.n ke tuufaanii
	lekin nayyaa
	nayyaa bahatii jaaye \-2
ko:	ha_ii ho ha_ii ho \-3

pa:	Duub gaye \-2
	maut ke ho gaharii a.ndhiyaare
	Duub gaye
	Duub gaye sab chaa.Nd sitaare
	Duub gaye
	a.ndhe ho gaye
	a.ndhe ho gaye raste saare
	lekin nayyaa
	nayyaa bahatii jaaye \-2
ko:	ha_ii ho ha_ii ho \-3
	ma.nzil ma.nzil ba.Dhate jaa_o ba.Dhate jaa_o ba.Dhate jaa_o
	tuufaano.n se mat ghabaraa_o mat ghabaraa_o mat ghabaraa_o
	mil ke saathii zor lagaa_o
	ha_ii ho ha_ii ho \-6

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ha_ii ho ... pawan chale zor lahar machaaye shor}%
\film{Zalzalaa}%
\year{1952}%
\starring{Kishor Sahu, Devanand, Geeta Bali}%
\singer{Pankaj Mullick, Chorus}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Satya Kumar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 29, 2005

\printtitle
#indian

ko:	ha_ii ho \-3
	pawan chale zor lahar machaaye shor
	nayyaa ko zor se chala_iho \-2
	ha_ii ha_ii \-2
	paka.D ke zor haal uThaa ke baa.Ndho paal \-2
	ha_ii maaro maaro zor
	ha_ii ho \-3

	( pawan chale zor lahar machaaye shor
	nayyaa ko zor se chala_iho ) \-2
	paka.D ke zor haal uThaa ke baa.Ndho paal \-2
	ha_ii maaro maaro zor
	ha_ii ho \-3
	pawan chale zor lahar machaaye shor
	nayyaa ko zor se chala_iho

	( pe.D se baar baar jhananan jha.nkaar
	ye to nahii.n nayyaa kii kra.ndan chitkaar ) \-2
	zulm sitam se kabhii na Daranaa
	himmat se ba.Dh ja_iho
	ha_ii maaro maaro zor
	ha_ii ho \-3
	pawan chale zor lahar machaaye shor
	nayyaa ko zor se chala_iho
	ha_ii ha_ii \-6

	jab pal pal haradam cha.nchal kare man
	dil se dil Takaraaye re
	( man ke milan ko saphal banaane
	jiiwan giit sunaa_o re ) \-2
	( agar ho mahaakaal pralay kaa hu.Nkaar
	ka.mpit kare man tuufaan haahaakaar ) \-2
	Thaharo naa ruko naa aage hii ba.Dhanaa
	nayyaa ko zor se chala_iho
	( ha_ii maaro maaro zor
	ha_ii ho \-3 ) \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
