% ISB File: ZamaaneKoDikhaanaaHai_1981.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil lenaa khel hai diladaar kaa}% 
\film{Zamane Ko Dikhana Hai}%
\year{1981}%
\starring{Rishi, Padmini Kolhapure}%
\singer{R D Burman, chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Reeta Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

(dil lenaa khel hai diladaar kaa 
bhUle se naam naa lo pyaar kaa 
pyaar bhii ruuThaa yaar bhii ruuThaa 
dekho mujhako dilavaalo.n haa 
khaayaa hai dhokhaa ho mai.nne yaar kaa) \-2 

vaado.n pe inake nA jaanaa 
baato.n me.n inakii nA aanaa 
are, vaado.n pe inake nA jaanaa 
baato.n me.n inakii nA aanaa 
inakii mIThii baate.n ye matavaalii aa.Nkhe.n 
zahar hai pyaar kaa 
dil nA khel hai \threedots 

inape zavaanii luTaa do 
yaa zindagaanii luTaa do 
are, inape zavaanii luTaa do 
yaa zindagaanii luTaa do 
are kuchh bhii kar dIvaane rahe.nge ye anjaane 
ronaa hai bekaar kaa 
dil nA khel hai \threedots 
## chorus : yaar kaa yaar kaa .... ## 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hogaa tumase pyaaraa kaun}% 
\film{Zamane Ko Dikhana Hai}%
\year{1981}%
\starring{Rishi, Padmini}%
\singer{Shailendra Singh}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Reeta  Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu)

\printtitle 
#indian 

(are hogaa tumase pyaaraa kaun 
hamako to tumase hai hai ka.Nchan 
hai ka.Nchan pyaar) \-2 

(uu.Nche gharavaalii ho yA galiyo.n kii raanii 
koii bhii ho tum rahatii ho kahii.n ) \-2 
tumase ba.Dhake yaaraa kaun hamako to tumase hai he kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
hai kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
ho pyaar 

(ho dekho in aa.Nkho.n me.n ye sUrat hai kisakii 
ho dekho ik nazar to kam se kam) \- 2 
aakhir hai hamaaraa kaun hamako to tumase hai hai hai kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
hai kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
ho pyaar 

(kahate ho ki jaao lekin batalaao 
ho jaae.n bhii to jaae.n ham kahaa.N) \- 2 
aisaa dil kaa maaraa kaun hamako to tumase hai hai kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
hai kaa.Nchhii 
ko: hai kaa.Nchhii 
ho pyaar 

are hogaa tumase \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa ishq ne samajhaa hai ... zamaane ko dikhaanaa hai}% 
\film{Zamane Ko Dikhana Hai}%
\year{1981}%
\starring{Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure}%
\singer{Shailendra Singh, Asha, Rishi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ravi Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits:  Reeta  Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

R^ishhi: Kawaatiin aur hazaraat 
aaj kii shaam is mahafil me.n Apake pasa.ndIdaa qavvaal 
chulabule asaraanii saahab ko bulaayaa gayaa thaa magar 
achaanak tabIyat kharaab hojaane kI vajah se vo chulabule 
gulabule se gulagule hokar bulabule ho chuke hai.n 
isaliye yahaa.N nahii.n aa sake.  unake nA aane kii mai.n 
zanaab karnal Tipsii se muaafii chaahataa huu.N is 
guzaarish ke saath ki unakii ye hasiin mahafil saaz aur 
aavaaz ke jaaduu se maharuum nahii.n rahegii. agar mere 
sIne me.n dil hai aur us dil me.n ta.Dap aur usakA asar 
ta.Dap laazamii hai apane aavaaz se sab dilo.n ko jItane 
kaa vAyadaa to nahii.n kar sakataa par huzUr agar ye 
naachiiz agar ek raat me.n ek dil bhii jiit sakaa to merii 
qismat chamak uThegii. 

shailendra: haa.n \threedots
kyaa ishq ne samajhaa hai kyaa husn ne zaanaa hai 
ham Kaak hasiino kii Thokar me.n zamaanaa hai 
(parii ho aasamaanii tum magar tum ko to paanaa hai) \- 5 
muhabbat kaise karate hai.n haa.n muhabbat kaise karate hai.n 
zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
ko: zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 

haa.n mohabbat kaise karate hai.n 
ko: kaise karate hai.n mohabbat 
haa.n haa.n mohabbat kaise karate hai.n 
ko: kaise karate hai.n mohabbat 
kaise karate hai.n mohabbat dikhaanaa hai 
ko: dikhaanaa hai 
dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
ko: zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
parii ho aasamaanii tum magar tum ko to paanaa hai 

aa: husn kahaa tuu kaun hai 
mai.nne kahaa shaidaa teraa
husn kahaa takataa hai kyaa 
mai.nne kahaa sUrat terii 
aa usane kahaa kyaa chaahiye 
mai.nne kahaa ulfat terii 
usane kahaa mumakin nahii 
mai.nne kahaa yuu.n hii sahii 
ko: usane kahaa mumakin nahii mai.nne kahaa yuu.n hii sahii 
ho merii tamannaa dilabar zaanaa khel nahii.n 
ko: ishq hai
saaye me.n talvaar ke aanaa khel nahii.n hai
ko: ishq hai
yuu.n hosh gaa.Nvaanaa
ko: ishq hai
ye haal banaanA 
Ko: ishq hai 
is dar tak aanaa 
ko: ishq hai
aavaaz lagaanaa
ko: ishq hai 
yuu.n hosh ga.nvaanaa ye haal banaanA is dar tak aanaa sadaa lagaanaa
ko: ishq hai
ishq hai 

ishq vo naGamA sun ke jise are ishq vo nagamA sun ke jise 
mahalo.n ke parade jalate hai.n 
ko: mahalo.n ke parade jalate hai.n 
ishq vo naGamaa sun ke jise sun ke jise vo naGamaa
sun ke jise mahalo.n ke parade jalate hai.n 
jalate hai.n jalate hai.n jalate hai.n jalate hai.n 
tum chale aaoge ejii tum to chale aaoge 
aise aag pe jaise chalate hai.n 
ko: aag pe jaise chalate hai.n 
(haa.n karo naa meharabaanii tum magar tum ko to paanaa hai) \- 2 
(mohabbat kaise karate hai.n ) \- 2 
zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
ko: zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 

laayaa thaa mai.n daave zigar tumane to dekhaa bhii nahii.n 
aayaa thaa mai.n kis pyaar se tumane to pUchhaa bhii nahii.n 
la la \threedots ## hummming of puchho naa yaar kyaa hua ##
patthar lagaa jab qais ko mashahuur\-e\-aalam ho gayaa 
ko: patthar lagaa jab qais ko mashahuur\-e\-aalam ho gayaa 
zakhmii huaa farahaad to duniyaa me.n maatam ho gayaa 
ko: zakhmii huaa parahaad to duniyaa me.n maatam ho gayaa 
ho meraa zakhm koii kyaa zaane jo siine ke niiche hai 
mujhape tiir chalaane vaalaa parade ke pIchhe hai 
vo paradaa nashii.n hai 
ko: parade me.n 
vo zoharaa zabii.n hai 
ko: parade me.n 
vo sabase hasii.n hai 
ko: parade me.n 
vo aaj yahii.n hai 
ko: parade me.n 
vo paradaa nashii.n vo zoharaa zabii.n vo sabase hasii.n vo aaj yahii.n hai 
ko: parade me.n

ab dikhalaaye jo bhii najar ab dikhalaaye jo bhii najar 
vo aaj dIvaanaa dekhegaa 
ko: vo aaj dIvaanaa dekhegaa 
ab dikhalaaye jo bhii najar jii bhii najar dikhalaaye 
jo bhii najar dikhalaaye dIvaanaa aaj dekhegaa 
dekhegaa dekhegaa dekhegaa dekhegaa 
phir jab merii shaam sajegii phir jab merii shaam sajegii 
saaraa zamaanaa dekhegaa saaraa zamaanaa dekhegaa 
ko: saaraa zamaanaa dekhegaa 
chhupo ai yaar zaanii tum magar tum ko to paanaa hai \- 2 
(mohabbat kaise karate hai.n ) \- 2 
zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
ko: zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
parii ho aasamaanii tum magar tum ko to panaa hai
ko: (paanaa hai tum ko paanaa hai) \- 4
aashaa: parii ho aasamaanii tum magar tum ko to paanaa hai\threedots 
mahazabii.n hai 
ko: aahaa
naazanii.n hai
ko: aahaa
ai hasii.n
ko: naazanii.n
aahaa
ko: mahazabii.n
mahazabii.n naazanii.n ai hasii.n tum ko to paanaa hai
tum ko to paanaa hai \- 4
mohabbat kaise karate hai.n \- 2 
zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 
ko: zamaane ko dikhaanaa hai zamaane ko dikhaanaa hai 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{puuchho naa yaar kyaa huaa}% 
\film{Zamane Ko Dikhana Hai}%
\year{1981}%
\starring{Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure}%
\singer{Asha, Rafi, Rishi, Padmini Kolhapure}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Reeta Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu)

\printtitle 
#indian 

##hmm hmm## 
(pUchho naa yaar kyaa huaa 
dil kaa qaraar kyaa huaa) \- 2 
tumape to ham mar miTe hai.n abhii se 
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa 
ayya ya-yaa yaa yaa yaa yaa \threedots 

padminii: aage kyaa hogaa 
R^ishhi: aage shaadii 

hamako mil gayii duniyaa pyaar kii 
maanaa ho gaye tum mere apane 
phir bhii ye savaal dil me.n ye khayaal 
naa ho ye kahii.n duur ke sapane 
ye aitabaar kyaa huaa dil kaa qaraar huA 
tumape to ham mar miTe hai.n abhii se 
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa 
ayyyaa \threedots 

padminii: aur phir kyaa hogaa 
R^ishhi: e paarTiyaa.n daavate.n 

apane paas kyaa aramaa.n ke sivaa 
yuu.N to mai.n tumhe.n aur kyaa duu.ngii 
zo bhii hai meraa mai.n aur meraa pyaar 
tumape ek baar sab luTaa duu.ngii 
chaahoge to mai.n dekhuu.Ngii tumhe.n 
kahadoge to phir sar jhukaa luu.ngii 
haay diladaar kyaa huA dil kaa qaraar huA 
tumape to ham mar miTe hai.n abhii se 
jaane hamaaraa aage kyaa hogaa 
ayyyaa \threedots 

ko: vaah vaah \threedots 

padminii: are baabaa tum bhii to kuchh bolo naa 
R^ishhi: ye baat hai to suno

chho.Do jaane jaanaa tum bhii ho kahaa.N 
ghabaraate nahii.n ham zamaane se 
dekho to idhar kisakaa hai jigar 
ulajhe aapake is dIvaane se 
ho ulajhe hazaar kyaa huaa ai mere pyaar kyaa huaa 
apanii khushii hogii ye zi.ndagii bhii 
isake sivaa aage kyaa hogaa 

ayyyaa \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
