% ISB File: Zanjeer_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{banaa ke kyuu.N bigaa.Daa re bigaa.Daa re nasiibaa}%
\film{Zanjeer}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Pran}%
\singer{Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11220 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

banaa ke kyuu.N bigaa.Daa re bigaa.Daa re nasiibaa
uupar vale \-2

jo tujhako ma.nzuur nahii.n thaa phuul khile.n is pyaar ke
phir kyo.n tuune in aa.Nkho.n ko ra.ng dikhaa_e bahaar ke
aas ba.Ndhaa ke pyaar jataa ke bigaa.Daa re nasiibaa
uupar vale \-2
banaa ke kyuu.N \threedots

paap kare insaan agar to vo paapii kahalaataa hai
tuune bhii ye paap kiyaa phir kaise kahuu.N tuu daataa haii
raah dikhaa ke raah pe laa ke bigaa.Daa re nasiibaa
uupar vale \-2
banaa ke kyuu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaane hai.n diivaano.n ko na ghar chaahi_e}%
\film{Zanjeer}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Pran}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11221 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	diivaane hai.n diivaano.n ko na ghar chaahi_e naa dar chaahi_e
	muhabbat bharii ik ( nazar chaahi_e ) \-2
la \:	javaanii me.n javaanii ke sahaare ho javaa.N mere meharabaa.N
	mujhe tuu hii tuu ( hamasafar chaahi_e ) \-2
ra \:	diivaane hai.n \threedots

	hai sar pe hamaare ( khulaa aasamaa.N ) \-2
	hamaare li_e hai ( yahii aashiyaa.N ) \-2
la \:	binaa pyaar ke zindagii kuchh nahii.n
	jahaa.N pyaar hai har Kushii hai vahii.n
	ho phuulo.n bharii chaahe ( kaa.NTo.n bharii ) \-2
	chale jisape tuu vo Dagar chaahi_e
do \:	diivaane hai.n \threedots

ra \:	nigaaho.n me.n aise ( ishaare hu_e ) \-2
	ke dil ne kahaa ham ( tumhaare hu_e ) \-2
la \:	nazar ban ga_ii hai zubaa.N pyaar me.n
	mazaa aa gayaa jiit kaa haar me.n
	milegaa vahii jo bhii maa.Ngoge diladaar se magar pyaar se
	du_aa_o.n me.n apanii ( asar chaahi_e ) \-2
do \:	diivaane hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gar Kudaa mujhase kahe ... yaarii hai iimaan meraa}%
\film{Zanjeer}%
\year{1973}%
\starring{Pran, Amitabh Bachchan}%
\singer{Manna De}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Rajiv Shridhar
% Transliterator: Rajiv Shridhar

\printtitle
#indian

gar Kudaa mujhase kahe
gar Kudaa mujhase kahe kuchh maa.Ng ai ba.nde mere
mai.n ye maa.Nguu.N
mai.n ye maa.Nguu.N mahafilo.n ke daur yuu.N chalate rahe.n
hamapyaalaa ho, hamanavaalaa ho, hamasafar hamaraaz ho.n
taa\-qayaamat   \threedots
taa\-qayaamat jo chiraaGo.n kii tarah jalate rahe.n

yaarii hai iimaan meraa yaar merii zi.ndagii
are! yaarii hai iimaan meraa yaar merii zi.ndagii
pyaar ho ba.ndo.n se ye, o o
pyaar ho ba.ndo.n se ye sab se ba.Dii hai ba.ndagii
yaarii hai! yaarii hai iimaan meraa yaar merii zi.ndagii

saaz\-e\-dil chhe.Do jahaa.N me.n, e e e
saaz\-e\-dil chhe.Do jahaa.N me.n pyaar kii guu.Nje sadaa
e_i, saaz\-e\-dil chhe.Do jahaa.N me.n pyaar kii guu.Nje sadaa
jin dilo.n me.n pyaar hai unape bahaare.n ho.n fidaa
pyaar leke nuur aayaa   \threedots
pyaar leke nuur aayaa pyaar leke saadagii
yaarii hai! yaarii hai iimaan meraa yaar merii zi.ndagii

are! jaan bhii jaae agar
jaan bhii jaae agar yaarii me.n yaaro.n Gam nahii.n -2
apane hote yaar ho Gamagiin matalab ham nahii.n
ham jahaa.N hai.n us jagah   \threedots
ham jahaa.N hai.n us jagah jhuumegii naachegii Kushii
yaarii hai! yaarii hai iimaan meraa yaar merii zi.ndagii

gul\-e\-gulazaar kyo.n bezaar nazar aataa hai -2
chashm\-e\-bad kaa shikaar yaar nazar aataa hai
chhupaa na hamase, zaraa haal\-e\-dil sunaa de tuu
terii ha.Nsii kii qiimat kyaa hai, ye bataa de tuu -2

kahe to aasamaa.N se chaa.Nd\-taare le aa_uu.N
hasii.n javaan aur dilakash nazaare le aa_uu.N
oe! oe! qurbaan
teraa mamanuun huu.N tuune nibhaayaa yaaraanaa
terii ha.Nsii hai aaj sabase ba.Daa nazaraanaa -2
yaar ke ha.Naste hii   \threedots
yaar ke ha.Nsate hii mahafil me.n javaanii aa ga_ii, aa ga_ii
yaarii hai iimaan meraa   \threedots -3

lo sher! qurbaan! qurbaan!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
