% ISB File: Ziddi_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong  
\stitle{ab kaun sahaaraa hai jab teraa sahaaraa chhuuT gayaa}%  
\film{Ziddi}%
\year{1948}%  
\starring{Dev anand, Kamini Kaushal}%  
\singer{Lata}%  
\music{Khemchand Prakash}%  
\lyrics{Prem Dhawan}%  

% Contributor: Hrishi Dixit 
% Transliterator: Hrishi Dixit  
% Date: October 16, 1999  
% Comments: LATAnjali series  

\printtitle  
#indian  

ab kaun sahaaraa hai \-2 
jab teraa sahaaraa chhuuT gayaa \-4 

tum hii kyaa \threedots 
tum hii kyaa ruuTh gaye 
hamase to zamaanaa ruuTh gayaa \-2 

taqadiir ka ronaa kyaa \-2 
duniyaa se shikaayat kyaa 
dil me.n \threedots 
dil me.n basanevaalaa 
jab dil kii hii duniyaa luuT gayaa \-2 

do dil milakar bhii duur rahe 
majabuur the ham majabuur rahe \-2 
in haatho.n \threedots 
in haatho.n me.n aakar bhii 
haaye unakaa daaman chhuuT gayaa \-2 

ham Gam ke aa.nsuu pii le.nge 
ham do din yuu.n hii jii le.nge 
ham Gam ke aa.nsuu pii le.nge 
ham do din yuu.n hii jii le.nge 
tum shaad \threedots 
tum shaad raho aabaad 
apanaa to nasiibaa phuuT gayaa \-4 

ab kaun \threedots 

#endindian  
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cha.ndaa re jaa re jaa re}%
\film{Ziddi}%
\year{1948}%
\starring{Dev Anand, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: October 14, 1999
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

cha.ndaa re jaa re jaa re \-2
( cha.ndaa re jaa re jaa re
piyaa se sa.ndesaa moraa kahiyo jaa ) \-2
moraa tum bin jiyaa naa laage re piyaa \-2
mohe ik pal chain na aaye
cha.ndaa re jaa re jaa re
piyaa se sa.ndesaa moraa kahiyo jaa
cha.ndaa re jaa re jaa re

kis ke man me.n jaaye base ho \-2
hamare man me.n agan lagaaye \-2
hamane torii yaad me.n baalam
diip jalaaye diip bujhaaye
phir bhii teraa man naa pighalaa
hamane kitane niir bahaaye
cha.ndaa \threedots jaa re jaa re
cha.ndaa re jaa re jaa re
piyaa se sa.ndesaa moraa kahiyo jaa
cha.ndaa re jaa re jaa re

ghaDiyaa.n gin gin din biitat hai.n \-2
a.nkhiyo.n me.n kaT jaaye rainaa \-2
torii aas liye baiThe hai.n
ha.nste nainaa rote nainaa \-2
hamane torii raah me.n priitam
pag pag pe hai nain bichhaaye
cha.ndaa \threedots jaa re jaa re
cha.ndaa re jaa re jaa re
piyaa se sa.ndesaa moraa kahiyo jaa
cha.ndaa re jaa re jaa re
piyaa se sa.ndesaa moraa kahiyo jaa
moraa tum bin jiyaa na laage re piya \-2
mohe ek pal chain na aaye
cha.ndaa re jaa re jaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chalii pii ko milan ban Than ke dulhan}%
\film{Ziddi}%
\year{1949}%
\starring{}%
\singer{Shamshad}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

chalii pii ko milan ban Than ke dulhan
jhan jhananan paayal gaavat hai
ab kaahe ko der karo rii sakhii
moraa maike me.n jiyaa ghabaraavat hai

mai.n to baabul se mukh mo.D chalii
viiran sa.ng naataa to.D chalii
us chhor kabhii jaa ke rii sakhii
koii lauT ke phir nahii.n aavat hai

kab diip jale bin baatii ke
kab raah kaTe bin saathii ke
ji saagar se bichha.De nadiyaa
us saagar me.n mil jaavat hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong  
\stitle{jaaduu kar gaye kisii ke nainaa}%  
\film{Ziddi}%  
\year{1948}%
\starring{Dev Anand, Kamini Kaushal}%  
\singer{Lata}%  
\music{Khemchand Prakash}%  
\lyrics{Prem Dhawan}%  

% Contributor: Hrishi Dixit 
% Transliterator: Hrishi Dixit  
% Date: October 16, 1999  
% Comments: LATAnjali series  

\printtitle  
#indian  

jaaduu kar gaye \threedots 
jaaduu kar gaye kisii ke nainaa  
ke man mere bas me.n nahii.n 
jaaduu kar gaye kisii ke nainaa  
ke man mere bas me.n nahii.n 
jaaduu kar gaye kisii ke nainaa  

sapano.n me.n kho gayii mai.n 
kyaa kisii kii ho gayii mai.n 
sapano.n me.n kho gayii mai.n 
kyaa kisii kii ho gayii mai.n 
kaise ye bhed chhupaa_uu.n 
ke man more bas me.n nahii.n  
jaaduu kar gaye kisii ke nainaa 

bi.ndiyaa lagaa_uu.ngii mai.n 
mehe.ndii rachaa_uu.ngii mai.n 
bi.ndiyaa lagaa_uu.ngii mai.n 
mehe.ndii rachaa_uu.ngii mai.n 
duur khaDii sharmaa_uu.n 
ghuu.nghaT me.n musakaa_uu.n 
ke man mere bas me.n nahii.n  

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa 

jin nainan se nain milaaye 
jin nainan se nain milaaye 
unako rotaa chhoD na jaiyo 
jin nainan se nain milaaye 
unako rotaa chhoD na jaiyo 
tumane jisame priit jagaayii 
tumane jisame priit jagaayii 
us manavaa ko toD na jaiyo 
toD na jaiyo 
tum  bin chain na paa_uu.n 
ke man more bas me.n nahii.n  

jaaduu kar gaye kisii ke nainaa  
ke man mere bas me.n nahii.n 
jaaduu kar gaye kisii ke nainaa  

#endindian  
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{marane kii duaae.n kyo.n maa.Nguu.n}% 
\film{Ziddi}%
\year{1948}%
\starring{Dev anand}%
\singer{Kishore}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Prof. Jazbi}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments: lyrics are somewhat similar to "chingari koi .."
%           non-Film version rendered by Habib Wali Mohammad also exists

\printtitle 
#indian 

marane kii duaae.n kyo.n maa.Nguu.n 
jiine ki tamannaa kaun kare, kaun kare 
ye duniyA ho yA vo duniyA.N, ab khvAhish\-e\-duniyaa kaun kare, kaun kare 
marane kii \threedots

jo aag lagAI thI tumane  \- 2 
usako to bujhaayaa ashko.n ne \- 2
jo ashko.n ne bha.DakAI hai, us aag ko ThaNDaa kaun kare, kaun kare 
marane kii \threedots

jab kashtii saabit\-o\-saalim thii \- 2
sAhil ki tamannaa kisako thI \- 2
ab aish ikaTThaa kashtii par 
sAhil kii tamannaa kaun kare, kaun kare 
marane kii\threedots

% i think saabit-o-saalim means boat is safe 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruuTh gaye more shyaam sakhii rii}%
\film{Ziddi}%
\year{1948}%
\starring{Dev Anand, Kamini Kaushal}%
\singer{Female Voice?}%
\music{Khemchand Prakash}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com
% Kosh mentions "Lata, Female Voice?" as the singer, but I could 
% not identify Lata's voice in it.

\printtitle
#indian

ruuTh gaye more shyaam sakhii rii chain mai.n kaise paa_uu.N
pyaar kii chubhan amit luTeraa
man mandir me.n kiyaa andheraa
gokul Dhuu.NDhuu.N mathuraa Dhuu.NDhuu.N
bolo mai.n kit jaa_uu.N, ko_ii bolo mai.n kit jaa_uu.N

shyaam mile.n to
( shyaam mile.n to bali bali jaa_uu.N
chham chham naachuu.N, ma.ngal gaa_uu.N ) \-2

so_ii priit jagaa_uu.N sakhii rii
so_ii priit jagaa_uu.N sakhii rii so_ii priit jagaa_uu.N \-2
gokul Dhuu.NDhuu.N, mathuraa Dhuu.NDhuu.N
bolo mai.n kit jaa_uu.N ko_ii bolo mai.n kit jaa_uu.N

chun chun ke mai.n aa.Nkh me.n motii,  pirotii 
chun chun ke mai.n aa.Nkh me.n motii 
aashaa ke mai.n haar pirotii
ruuThaa miit manaa_uu.N sakhii rii ruuThaa miit manaa_uu.N

kshamaa karo bhagawaan
kshamaa karo bhagawaan mere tum mujhako man kii bhuul
mai.n to abhaagan terii daasii mai.n charano.n kii dhuul
laaj bachaa lo merii prabhuu jii rakh lo meraa maan
rakh lo meraa maan \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong  
\stitle{tujhe o bewafaa ham zi.ndagii kaa aasaraa samajhe}%  
\film{Ziddi}%  
\year{1948}%
\starring{Dev Anand, Kamini Kaushal}%  
\singer{Lata}%  
\music{Khemchand Prakash}%  
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%  

% Contributor: Hrishi Dixit 
% Transliterator: Hrishi Dixit  
% Date: October 16, 1999  
% Comments: LATAnjali series  

\printtitle  
#indian  

tujhe o bewafaa ham zi.ndagii kaa aasaraa samajhe \-2 
baDe naadaan the ham haaye samajhe bhii to kyaa samajhe \-2 

muhabbat me.n hame.n taqadiir ne dhoke diye kyaa kyaa 
dhoke diye kyaa kyaa 
jo dil kaa dard thaa us dard ko ham dil kii davaa samajhe \-2 
baDe naadaan the ham haaye samajhe bhii to kyaa samajhe 

hamaarii bebasii ye kah rahii hai ro ro ke 
Duboyaa usane kashtii ko jise ham naakhudaa samajhe \-2 

kidhar jaaye ke is duniyaa me.n ko_ii bhii nahii.n apanaa 
aa~aa~~aa 
usii ne bevafaa_ii kii jise jaan\-e\-vafaa samajhe \-2 

#endindian  
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong  
\stitle{ye kaun aayaa re kar ke ye solah si.ngaar}%  
\film{Ziddi}%  
\year{1948}%
\starring{Dev Anand, Kamini Kaushal}%  
\singer{Lata, Kishore}%  
\music{Khemchand Prakash}%  
\lyrics{Prem Dhawan}%  

% Contributor: Hrishi Dixit 
% Transliterator: Hrishi Dixit  
% Date: October 16, 1999  
% Comments: LATAnjali series  

\printtitle  
#indian  

Kishore: 
ye kaun aayaa 
ye kaun aayaa re~e~e 
karake ye solaa si.ngaar, kaun aayaa 

aa.nkho.n me.n ra.ngii.n bahaare.n liye 
hoTho.n pe amrit kii dhaare.n liye 
luuT liyaa~aa 
luuT liyaa kisane ye dil kaa qaraar  
mere dil kaa qaraar 
tan man me.n chhaayaa hai pyaar 
o~o kaun aayaa 

Lata: 
o~~o~~~o more raajaa o~o~o~o 
o~o~o o more raajaa 
jhuuTaa na ho teraa pyaar, raajaa 
jhuuTaa na ho teraa pyaar 
sone kii ga.ngaa me.n bahate ho tum 
sitaaro.n kii duniyaa me.n rahate ho tum 
vahaa.n kaise pahu.nchegii merii pukaar 
raajaa merii pukaar 
o~o~o \threedots 

K:  
o~o~o \threedots 
mai.n in uu.nche mahalo.n ko Thukaraa_uu.ngaa 
L:  
o~o~o 
K:  
jahaa.n bhii pukaaro chalaa aa_uu.ngaa 
tum dil kii daulat ho sukh kii bahaar 
mere sukh kii bahaar 
o~o~o 

L: 
o~o~o 
na rah jaa_uu.n maalaa pirotii kahii.n 
na luT jaaye aashaa ke motii kahii.n 
na TuuTe kahii.n  
na TuuTe kahii.n man kii biinaa ke taar  
merii biinaa ke taar 
o~o~o 

K: 
o~o~o 
jo ruuThegii duniyaa manaa luu.ngaa mai.n 
jo girane lagogii sambhaaluu.ngaa mai.n 
maane.nge na ham zamaane se haar re 
zamaane se haar 

In unison: 
maane.nge na ham zamaane se haar re 
zamaane se haar 
o~o~o o~o~o o~o~o 

#endindian  
\endsong 

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
