% ISB File: ChitraSingh01(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mere dukh kii koiii davaa na karo}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Chitra Singh}%
\music{Jagjit Singh}%
\lyrics{Sudarshan Faakir}%

% Contributor: Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Nov  5 1995
% Credits: snehal@wipro.wipsys.soft.net (Snehal B. Oza)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

mere dukh kii koiii davaa na karo
mujhako mujhase abhii judaa na karo

naaKudaa ko Kudaa kahaa hai to phir
Duub jaao, Kudaa Kudaa na karo

yah sikhaayaa hai dostii ne hame.n
dost banakar kabhii vafaa na karo

ishq hai ishq, yah mazaak nahii.n
cha.nd lamho.n me.n faisalaa na karo

aashiqii ho yaa ba.ndagii, 'faakir'
be\-dilii se to ibtidaa na karo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir}%
\film{non-Film}%
\year{1990s}%
\singer{Chitra Singh}%
\music{Jagjit Singh?}%
\lyrics{Meerabai}%

% contributor: Animesh Kumar
% Transliterator: Animesh Kumar
% Series: Sukhsaagar
% Date: july 13, 2003

\printtitle
#indian

(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2
(jamunaa ke tiir ho jamunaa ke tiir)\-2
(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2

muralii kii dhun mero man har liinhuu
muralii kii dhun mero
(muralii kii dhun mero man har liinhuu)\-2
(chiit dharat nahii.n dhiir)\-2
(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2

kaaro kanhaiyyaa kaarii kanariyaa(?)
kaaro kanhaiyyaa
(kaaro kanhaiyyaa kaarii kanariyaa(?))\-2
(kaaro jamunaa ko niir)\-2
(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2

miiraa ke prabhu giridhar naagar
miiraa ke prabhu
(miiraa ke prabhu giridhar naagar)\-2
(charaN kamal par siir)\-2

(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2
(jamunaa ke tiir ho jamunaa ke tiir)\-2
(muraliyaa baaje re jamunaa ke tiir)\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kis kaa tasavvur hai, ye kis kaa fasaanaa hai}%
\film{non-Film}%
\year{1970}%
\starring{}%
\singer{Chitra Singh}%
\music{Jagjit Singh}%
\lyrics{Jigar Moradabadi}%

% Contributor: U V Ravindra
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye kis kaa tasavvur hai, ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashq hai.n aa.Nkho.n me.n, tas_biih kaa daanaa hai

% [tasawwur: imagination/dream/memory/thought]
% [fasaanaa: story/anecdote/description]
% [tasbiiH ka daanaa: rosary beads]

aa.Nkho.n me.n namii sii hai, chup\-chup se voh baiThe hai.n
naazuk sii nigaaho.n me.n naazuk saa fasaanaa hai

ye ishq nahii.n aasaa.N, itanaa to samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai, aur Duub ke jaanaa hai

yaa vo the Kafaa ham se, yaa ham hai.n Kafaa un se
kal un kaa zamaanaa thaa, aaj apanaa zamaanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
