% ISB File: Jagmohan02(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{su.ndar ho kitanii su.ndar ho}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Jagmohan}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 20, 2005

\printtitle
#indian

su.ndar ho kitanii su.ndar ho
pyaarii tum kitanii su.ndar ho \-2

ma.ndir saa teraa jiivan hai
pratimaa jaisaa teraa man hai
dhuup kapur kesar cha.ndan se \-2
banaa hu_aa teraa tan hai \-2

kahe devataa tum manahar ho

kahe devataa tum manahar ho
pyaarii tum kitanii su.ndar ho \-2

( raat samay kii tum ho laalii
aur amrit kii tum ho pyaalii ) \-2
tumhii.n daseraa tumhii.n diwaalii
devii ho isaliye amar ho \-2
pyaarii tum kitanii su.ndar ho \-2

( tum duniyaa me.n ruup kii raahi
tum ga.ngaa ho tum ho kaashii ) \-2
bidhanaa na kii bhuul zaraa sii \-2
tumhe.n banaayaa jag kaa baasii \-2

kuchh bhii ho tum ba.Dii madhur ho

kuchh bhii ho tum ba.Dii madhur ho
pyaarii tum kitanii su.ndar ho \-2
su.ndar ho kitanii su.ndar ho
pyaarii tum kitanii su.ndar ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum mere saamane aayaa na karo}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Jagmohan}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 20, 2005

\printtitle
#indian

tum mere saamane aayaa na karo \-2
dil me.n jo dard chhupaaye huu.N mai.n \-2
usako rah rah ke ba.Dhaayaa na karo \-2

dekh ke tumako badal jaatii hai haalat dil kii \-2
aur ba.Dh jaatii hai is tarah ta.Dap ghaayal kii
so_ii chaahat ko jagaayaa na karo \-2

ham kabhii ek the
ye puraanii ho ga_ii
aapabiitii jo hamaarii thii
kahaanii ho ga_ii
pichhale din yaad dilaayaa na karo \-2

jii nahii.n chaahataa
jii nahii.n chaahataa jiine ko jiye jaataa huu.N
zi.ndagii zahar hai bebas huu.N piye jaataa huu.N
ab mujhe aur sataayaa na karo
tum mere saamane aayaa na karo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{us raag ko paayal me.n jo soyaa hai jagaa do}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Jagmohan}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 20, 2005

\printtitle
#indian

us raag ko paayal me.n jo soyaa hai jagaa do \-2
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do \-2
mahafil se alag rahataa hai mastaanaa tumhaaraa mastaanaa tumhaaraa \-2
Kilawat me.n bulaa ke kabhii ho.nTho.n se pilaa do \-2
iThalaatii hu_ii chaal
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do

( rimajhim ke tarannum kaa mazaa aur bhii ba.Dh jaaye
aur bhii ba.Dh jaaye ) \-2
paazeb kii chham chham
paazeb kii chham chham tum agar isame.n milaa do
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do

aa_iine me.n jo dekh rahe ho qasam usakii \-2
ham tum pe mare.n yaa na mare.n
ham tum pe mare.n yaa na mare.n tum hii bataa do
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do
bhauchaal machaa do

( kyaa chiiz ho tum tumako ye maaluum hii kab thaa
maaluum hii kab thaa ) \-2
faiyaaz kii badanaam mohabbat ko du_aa do
iThalaatii hu_ii chaal
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do
us raag ko paayal me.n jo soyaa hai jagaa do
iThalaatii hu_ii chaal se bhauchaal machaa do

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye chaa.Nd nahii.n terii aaratii hai}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Jagmohan}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 20, 2005

\printtitle
#indian

ye chaa.Nd nahii.n terii aaratii hai \-2
niile aakaash ke haath me.n taaro.n se bharii hu_ii raat me.n
jisakii suurat chamak rahii hai
chaa.Nd nahii.n
chaa.Nd nahii.n 
ye chaa.Nd nahii.n terii aaratii hai

bistar pe apane leTaa huu.N dil thaame
ise dekh rahaa huu.N dil thaame
ise dekh rahaa huu.N
siine me.n
siine me.n halachal sii machii hai
chaa.Nd nahii.n
chaa.Nd nahii.n 
ye chaa.Nd nahii.n terii aaratii hai

tujhako kuchh shaq ho isame.n to chhupaa le apanaa cheharaa \-2
miT jaayegii khilii chaa.Ndanii \-2
chhaa jaayegaa a.ndheraa
a.ndheraa
isii ke dam se ye dilakashii hai
chaa.Nd nahii.n
chaa.Nd nahii.n 
ye chaa.Nd nahii.n terii aaratii hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
