% ISB File: PankajMullick01(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aashaa ne khel rachaayaa}%
\film{(non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 29, 2005

\printtitle
#indian

aashaa ne khel rachaayaa
ban ban ke hame.n banaayaa
tan man me.n aag lagaa_ii
sukh kaa sansaar jalaayaa
aashaa ne khel rachaayaa

( jab ham apanaapan bhuule
aur prem kaa jhuulaa jhuule ) \-2
tab pher ke hamase aa.Nkhe.n \-2
is dil kaa diyaa bujhaayaa
aashaa ne khel rachaayaa

diino.n kaa sahaaraa ruuThaa
tuufaan jigar par TuuTaa
siine me.n bijalii ta.Dapii
aa.Nkho.n me.n
aa.Nkho.n me.n a.ndheraa chaayaa

( dukh dard me.n Duubaa Duubaa
ik giit hai aramaano.n kaa ) \-2
dil dho kar dil me.n jisako \-2
aaho.n ke pher lagaayaa
aashaa ne khel rachaayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chho.D musaafir maayaa nagar}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{}%
\lyrics{}%

%Contributor: Prithviraj Dasgupta
%Date: 02/07/2000

\printitle
#indian

chho.D musaafir maayaa nagar
ab prem nagar ko jaanaa hai
is duniyaa kii safar ba.Dii hai
jiivan kaa na Thikaanaa hai
ab prem nagar ko jaanaa hai \threedots

(aalam saaraa jaa rahaa hai
teraa din bhii aa rahaa hai) \- 2
(prem kaa saudaa kar le musaafir
piichhe nahii.n pachhataanaa hai) \-2
prem nagar ko jaanaa hai \threedots

(putra potaa ko_ii na apanaa
ko_ii na apanaa ko_ii na apanaa) \-2
(maayaa rath kaa jhuuThaa sapanaa) \- 2
dekh musaafir kadam kadam par
jag kaa daND chukaanaa hai
ab prem nagar ko jaanaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho gayaa dil aur aa.Nkh me.n jhaga.Daa}%
\film{non-film}%
\year{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{}%
\lyrics{Pt. Madhur}%

% Contributor: Aashish Thakker
% Transliterator: Aashish Thakker
% Credits: Balaji AS Murthy, Afzal Khan
% Date: 11th February, 2002

\printtitle
#indian

ho gayaa dil aur aa.Nkh me.n jhaga.Daa
dil ko churaa gayaa paradesii
nahii.n aa.Nkh ne paka.Daa
ho gayaa dil \threedots

aa.Nkhe.n bolii.n paagal dil hai
jisake zakhamo.n par maraham hai
dil kehataa ham luTe magar
kuchh nahii.n aa.Nkh kaa biga.Daa
dil ko churaa gayaa \threedots

dil ne apanaa bhed chhupaayaa
aa.Nkho.n ne jag ko batalaayaa
duniyaa ha.Nsii dekh ke un kaa
ronaa honaa mukha.Daa
dil ko churaa gayaa \threedots

dono karane lage Gulaamii
kaisii miiThii ye badanaamii
is jhag.De me.n aa.Nsuu banakar
dil aa.Nkho.n se bichha.Daa
dil ko churaa gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab chaa.Nd meraa nikalaa chhaa_ii.n thii.n ghaTaaye.n}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Orchestra: F Casanovas}%
\lyrics{F Hashmi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004
% Credits: U V Ravindra

\printtitle
#indian

jab chaa.Nd meraa nikalaa chhaa_ii thii.n niilii ghaTaaye.n
jab chaa.Nd meraa nikalaa
us raat ke
us raat ke ek sukh se sau raat bhii sharamaaye.n
chhaa_ii thii.n niilii ghaTaaye.n
jab chaa.Nd meraa nikalaa

un aa.Nkho.n se kahate the
un aa.Nkho.n se kahate the aa.Nkhe.n merii Kushii me.n
tum amar ujaalaa ho, do din kii zi.ndagii me.n
phir kyuu.N na tumhe.n paa ke ham bhaag pe itaraaye.n
chhaa_ii thii.n niilii ghaTaaye.n
jab chaa.Nd meraa nikalaa

aakaash pe jab chhaaye ghanaghor a.Ndhiyaare the
tab man ke gagan me.n mere ugate huye taare the

jaaduu saa mujh pe kiyaa thaa, jaaduu bharii hawaa ne
Gam meraa miTaa gaye the, un ho.nTo.n ke paimaane
ab tak hai wo mastii baakii ham hosh me.n kyaa aaye.n

chhaa_ii thii.n niilii ghaTaaye.n
jab chaa.Nd meraa nikalaa chhaa_ii thii.n niilii ghaTaaye.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jise merii yaad naa aaye, haay, dil naa use bhulaaye}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Orchestra: F Casanovas}%
\lyrics{F Hashmi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( jise merii yaad naa aaye,
haay, dil naa use bhulaaye ) \-2

biite huye sapane \-2
hame.n to saarii raat jagaaye.n
haay, dil naa use bhulaaye
jise merii yaad naa aaye,
haay

jisane mere giit the gaaye
raag mere
raag mere kabhii jisake man bhaaye
jisane mere giit the gaaye
raag mere kabhii jisake man bhaaye
wohii hamaare miiThe suro.n ko
suunaa raag bataaye bataaye bataaye
dil naa use bhulaaye
jise merii yaad naa aaye,
haay

birahaa ke aa.Nsuu se nainaa
nainaa the anajaan
wo gaye dil ulajh gayaa, haay
ho.nTho.n ne bhii kho diyaa musakaan
( le jo gaye sukh saare
ab bhii hai.n wo pyaare ) \-2
mai.n huu.N usako phuul kahataa
jo mere liye kaa.NTe bichhaye
mere liye kaa.NTe bichhaye
dil naa use bhulaaye
jise merii yaad naa aaye,
haay, dil naa use bhulaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n rotaa huu.N mat manaa karo}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Jan 17, 2004

\printtitle
#indian

mai.n rotaa huu.N \-2
mat manaa karo
tum mere aa.Nsuu ginaa karo
mai.n rotaa huu.N
mat manaa karo

rone me.n merii duniyaa hai
aa.Nsuu me.n merii basatii hai
mai.n dukh kaa kaalaa baadal huu.N
giito.n me.n aaG barasatii hai
tum meraa ronaa sunaa karo

mai.n rotaa huu.N \-2
mat manaa karo

mai.n rokar jiinaa siikh gayaa
siikh gayaa
phir ha.Ns kar ke kyaa karanaa hai
bas yaad tumhaarii aa.Nkho.n me.n
le kar ke paar utaranaa hai
tum dukh kaa taanaa bunaa karo

mai.n rotaa huu.N \-2
mat manaa karo

mai.n patajha.D me.n huu.N ba.Daa sukhii
ba.Daa sukhii
mat bhuul se sakhii bahaar bano
o o o o
bhuul se sakhii bahaar bano
hai TuuTaa\-phuuTaa ghar achchhaa
tum mat isakii diiwaar chuno

mai.n rotaa huu.N \-2
mat manaa karo

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne aaj piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Jan 17, 2004

\printtitle
#indian

mai.n ne
( mai.n ne aaj piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa ) \-2
amarit ko bhii jo sharamaa de \-2
aaG lagaa kar aaG bujhaa de
aise
aise mad ke ek ghuu.NT se
bujhaa chukaa mai.n
dil kaa jwaalaa

piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa
mai.n ne aaj piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa

raG\-raG me.n \-3
raG\-raG me.n jisane dau.Daa dii
ek bijalii kii lahar
ghuumatii duniyaa merii nazar me.n
pal bhar ga_ii Thahar
( mai.n ne dil ko banate dekhaa
be piikar matawaalaa ) \-2
mai.n yaad karuu.Ngaa jab bhii
is shaam ke niilepan ko
ho.NTho.n me.n jalan sii jalan
aur pyaar lagegii man ko
tab aa.Nkho.n me.n
tab aa.Nkho.n me.n chhaa jaayegaa
is din kaa prem\-pyaalaa

piyaa piyaa aa
ho.NTho.n kaa pyaalaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere haThiile shaam mai.n hii haT pe a.Daa huu.N}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pt. Madhur}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Jan 17, 2004

\printtitle
#indian

mere haThiile shaam \-2
mai.n hii haT pe a.Daa huu.N
Thokar lagaa de mai.n tere
rasate me.n pa.Daa huu.N
mere haThiile shaam

( o bhaagane waale tujhe rukanaa hii pa.Degaa
mujhako uThaane ke liye jhukanaa hii pa.Degaa ) \-2
zaKmii huu.N \-2
zaKmii huu.N teraa tiir kii noko.n se la.Daa huu.N
Thokar lagaa de mai.n tere
rasate me.n pa.Daa huu.N
mere haThiile shaam

( mujhako ujaa.Daa tujhako bhii basane nahii.n duu.Ngaa
jab tak na ha.Nsuu.N mai.n tujhe ha.Nsane nahii.n duu.Ngaa ) \-2
tuu sabase ba.Daa \-2
tuu sabase ba.Daa aur mai.n tujhase bhii ba.Daa huu.N
Thokar lagaa de mai.n tere
rasate me.n pa.Daa huu.N
mere haThiile shaam

( maanaa ke teraa aur meraa saath nahii.n hai
par yaad bhulaanaa bhii tere haath nahii.n hai ) \-2
tuu sabase ba.Daa tuu dekh \-2
tuu sabase ba.Daa tuu dekh mai.n laharo.n pe kha.Daa huu.N
laharo.n pe kha.Daa huu.N
Thokar lagaa de mai.n tere
rasate me.n pa.Daa huu.N
mere haThiile shaam \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{praan chaahe.n nain na chaahe are tuu kyuu.N yuu.N sharamaaye}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Jan 17, 2004

\printtitle
#indian

( praan chaahe.n nain na chaahe
are tuu kyuu.N yuu.N sharamaaye ) \-2
bhuu yaa yaa (?) shiish lajaaaye
phir kisaliye saaj sajaaye
praan chaahe.n nain na chaahe
are tuu kyuu.N yuu.N sharamaaye

( mukh se nahii.n bol nikalate
man me.n aramaan machalate ) \-2
ho.NTho.n par ruuThii ha.Nsii
siine me.n sote ubalate

dikhatii phuulo.n kii maalaa
terii sej sajii kaa.NTo.n se
kahii.n duur kha.Daa teraa premii
terii yaad me.n aa.Nsuu bahaaye

( praan chaahe.n nain na chaahe
are tuu kyuu.N yuu.N sharamaaye ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{prem bel me.n phuul na patte naa phal isame.n aaye}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Pankaj Mullick}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], Jan 17, 2004

\printtitle
#indian

haay
prem bel me.n phuul na patte
naa phal
naa phal isame.n aaye
prem bel me.n phuul na patte
naa phal isame.n aaye
phir bhii man kitanaa murakh hai \-2
priitam par mar jaaye
prem bel me.n phuul na patte
naa phal isame.n aaye
prem bel me.n phuul na patte

ta.Dap\-ta.Dap mar jaaye \-2
chakoraa
ta.Dap\-ta.Dap mar jaaye chakoraa \-2
kalii\-kalii pe bha.Nware bha.Nwaraa
premii kaa bholaapan dekho \-2
aaG se aaG bujhaaye
e premii kaa bholaapan dekho
aaG se aaG bujhaaye

prem bel me.n phuul na patte
naa phal isame.n aaye
prem bel me.n phuul na patte

mar kar jiinaa
aa
jii kar maranaa
aa
mar kar jiinaa jii kar maranaa
ha.Nsanaa ha.Ns kar aahe.n bharanaa
man hii man me.n ro kar premii \-3
naino.n me.n musakaaye
e man hii man me.n ro kar premii
naino.n me.n musakaaye

prem bel me.n phuul na patte
naa phal isame.n aaye
prem bel me.n phuul na patte

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
