% ISB File: SDBurman01(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baalam mujhase ruuTh ke sautan ke ghar jaate ho}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date: 2001-11-08
% Comments: SDB series
% Credits: Urzung Khan

\printtitle
#indian

baalam mujhase ruuTh ke, sautan ke ghar jaate ho
sautan ke ghar jaate
mujh ko kyo.n rulaate ho
mujh ko kyo.n rulaate ho, kyaa mazaa paate ho
sautan ke ghar jaate

kal bhii to thii mai.n baalam, tumhaare gale kii haar
dil laagaakar mere baalam
dil laagaakar mere baalam, tum ne kiyaa thaa pyaar ?
sautan ke ghar jaate

huii kyaa Kataa bataado mujhako, muu.Nh jo tum ne pher liyaa
priit kii riit sikhaake mujhako, dil se duur haTaa diyaa \-2
sautan ke ghar jaate

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chale chalo prem ke saathii prem nagar hai jaanaa}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:November 10, 2001
% Comments: SDB series

\printtitle
#indian

chale chalo prem ke saathii
prem nagar hai jaanaa, raah pe laanaa priit kii chaayaa
prem kii paas ? basaanaa
chale chalo prem ke saathii

koyal pyaarii prem se bolii, bolii, bolii
koyal pyaarii prem se bolii
phuul kii kaliyaa.n sukh se Dole, Dole
phuul kii kaliyaa.n sukh se Dole
phuul kaa saathii aayaa bha.nvaraa, gaayaa prem taraanaa \-2
chale chalo prem ke saathii

raah ? sa chaa.nd banaayaa \-2
premiyo.n kaa man lalachaaya
taare saarii mil hua jab \-2
dil kii bedh cha.Daanaa \-2
chale chalo prem ke saathii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhiire se jaanaa bagiya.n me.n}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{}%

% Contributor: Srinivas Ganti, Nov 04, 2002
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Credits:Satish Kalra, Urzung Khan

\printtitle
#indian

dhiire se jaanaa bagiya.n me.n
(dhiire se jaanaa bagiya.n me.n, re bha.Nvaraa
dhiire se jaana bagiya.n me.n)\-2
aaj hai chaa.Ndanii raatii
mere jiivan kaa saathii hai jo
sovat hai nii.nd magan me.n, re bha.Nvaraa
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n
(aaj hai chaa.Ndanii raatii)\-2
mere jiivan kaa saathii hai jo
sovat hai nii.nd magan me.n, re bha.Nvaraa
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n

torii gun gun gun gu.najaar
torii jhan jhan jahn jha.nakaar
baadhaa naa daale sukhan me.n, re bhaNvaraa
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n re bha.Nvaraa
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n

(kahii.n paath na gir jaaye koii
kahii.n phuul naa murajhaaye koii)\-2
tes laage naa kaliyan me.n re bha.Nvara
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n

(ai rii koyaliyaa kuu kuu naa bol
o papihe naa kar tuu kalol)\-2
piyaa aagaye hamare bhavan me.n
piyaa aagaye hamare bhavan me.n, re bha.Nvaraa
dhiire se jaanaa bagiya.n me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere shyaam suno merii vinatii}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date: October 10, 2001

\printtitle
#indian

mere shyaam suno merii vinatii
haay mere shyaam suno merii vinatii
mai.n vinatii kar kar haarii
mere shyaam suno merii vinatii
tum sukh kii sej pe sovat ho,
sukh kii sej pe sovat ho, mai.n ta.Dapat dukhiyaarii
mere shyaam suno merii vinatii

tum se naa kahuu.N to kahuu.N kis se \-2
tum se priit laagii jab se \-2
tum priit lagaakar jiit gaye, priit lagaakar jiit gaye
mai.n priit lagaakar haarii \-2
merii vinatii, haay merii vinatii
haay mere shyaam suno merii vinatii

din raat virah duHkh jhelat huu.N, tum bin pal chin chai.n kahaa.N \-2
bas takat huu.N baaT tumhaarii
bas takat huu.N baaT tumhaarii, priit lagaakar haarii
priit lagaakar jiit gaye tum
priit lagaakar jiit gaye, mai.n priit lagaakar haarii \-2
merii vinatii, haay merii vinatii
haay mere shyaam suno merii vinatii
mai.n vinatii kar kar haarii
mere shyaam suno merii vinatii
haay mere shyaam suno merii vinatii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pii le pii le pii le pii le hari naam kaa pyaalaa}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date: Oct 8, 2001

\printtitle
#indian

pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaalaa
are pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaalaa
is ko pii kar aur pilaa kar,
is ko pii kar aur pilaa kar, ban jaa tuu matavaalaa matavaalaa matavaalaa
hari naam kaa pyaalaa
are pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaalaa

ye pyaalaa duniyaa se nyaaraa, is kii ra.ngat nyaarii \-2
miiThii miiThii so.ndhii so.ndhii khush_buu pyaarii pyaarii
are miiThii miiThii so.ndhii so.ndhii khush_buu pyaarii pyaarii
are pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaalaa
is kii buu.Nd buu.Nd me.n bidhi ne
is kii buu.Nd buu.Nd me.n bidhi ne, sukh kaa amrut Dhaalaa
sukh kaa amrut Dhaalaa
ban jaa tuu matavaalaa matavaalaa matavaalaa, hari naam kaa pyaalaa
are pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaalaa

(koii is ko sukh se pii kar dukh ko duur bhagaaye
koii is ko duur duur se dukh kaa zahar bataaye, haa.N dukh kaa zahar bataaye)\-2
binaa piiye koii kyaa samajhe
binaa piiye koii kyaa samajhe, is kaa bhed niraalaa
ban jaa tuu matavaalaa matavaalaa matavaala, hari naam kaa pyaalaa \-2
are pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaala
haa.N re pii le pii le, pii le pii le, hari naam kaa pyaala

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{prem kaa pi.njaraa ho gaaya suunaa}%
\film{non-Film?}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:30 July 2001

\printtitle
#indian

prem kaa pi.njaraa hogayaa suunaa,man kaa pa.nchhii chuuT gayaa
aajao bichha.De saathii aajaa,kaahe hamse ruuTh gayaa
prem kaa pi.njaraa hogayaa suunaa,man kaa pa.nchhii chuuT gayaa

chain hamaaraa le gayaa koii,aa.Nsuu hamako de gayaa
le gayaa koii sukh kii duniyaa,nii.nd hamaarii le gayaa
? bhii hai aakaash bhii hai,taqadiir kaa taara TuuT gayaa
prem kaa pi.njaraa \threedots

TuuT gaii,TuuT gaii,TuuT gaii merii phulavaarii
da.Ns gaii,da.Ns gaii,da.Ns gaii haay yaad tumhaarii
TuuT gaii merii phulavaarii
raha gaii aahe.n,raha gaye aa.Nsuu
sab kuchh koii luuT gayaa
prem kaa pi.njaraa \threedots

ham tume itanaa yaad kare.n,kabhii tum bhii to hamako yaad karo
is duniyaa ko tumane ujaa.Daa,aake use aabaad karo
ab mai.n huu.N ? duubatii naiyyaa,kisaka sahaaraa TuuT gayaa
prem kaa pi.njaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{u.D gayaa bha.Nvaraa}%
\film{non-Film?}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{S D Burman}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:12 July 2001

\printtitle
#indian

u.D gayaa bha.Nvaraa
u.D gayaa bha.Nvaraa,kalii udaas
kalii udaas,kalii udaas
kyuu.N bha.Nvare ne priit lagaa_ii,kaahe chho.D gayaa harajaa_ii \-2
lagii bujhii na thii,man kii pyaas
u.D gayaa bha.Nvaraa \threedots

(Daal gale me.n sundar baahe.n, ? gaye dil me.n a.ngaare)\-2
chho.D gaye mujhe sab kii paas?
u.D gayaa bha.Nvaraa \threedots

(bujh gayaa diipak jalate jalate,ruk gaii naiyyaa chalate chalate)\-2
ro ro pukaarii kisii pumaar ?
u.D gayaa bha.Nvaraa \threedots

bachane se pahale uja.D gaii mai.n,uja.D gaii mai.n,uja.D gaii
milake piyaa se bichha.D gaii mai.n,bichha.D gaii mai.n,bichha.D gaii
bichha.De jaise phuulo.n se baag
u.D gayaa bha.Nvaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
