% ISB File: T01(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekh lo aaj hamako jii bharake}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Tahira Syed}%
\music{Khalil Ahmed}%
\lyrics{Mirza Shauq}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: Sat 19 January 2002

\printtitle
#indian

ishq me.n hamane ye kamaa_ii kii
dil diyaa Gam se aashanaa_ii kii

dekh lo aaj hamako jii bharake
ko_ii aataa nahii.n hai phir marake

go Thikaane nahii.n hai hosh\-o\-hawaas
itanaa kahane ko hai bulaayaa paas
dekh lo \threedots

baaG\-e\-aalam se naamuraad chale
dil me.n lekar tumhaarii yaad chale
dekh lo \threedots

phir ham uThane lage biThaa lo tum
phir bigaD jaaye.n ham manaa lo tum
dekha lo \threedots

hashr tak hogii phir ye baat kahaa.N
tum kahaa.N ham kahaa.N ye raat kahaa.N
dekh lo aaj hamako jii bharake
ko_ii aataa nahii.n hai phir marake

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
