% ISB File: Talat07(NonAlbum).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tumane ye kyaa sitam kiyaa zabt se kaam le liyaa}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tum ne ye kyaa sitam kiyaa zabt se kaam le liyaa
tark\-e\-vafaa ke baad bhii meraa salaam le liyaa

rind\-e\-kharaab\-e\-nosh kii beadabii to dekhiye
niiyat\-e\-mahakashii na kii haath me.n jaam de diyaa

pahale chaman me.n daf\-a\-tan aa ke palaT gayii bahaar
ahal\-e\-junuun\-e\-Gaaliban aql se kaam le liyaa

naam\-e\-shauq pa.Dh ke log kho gaye yak\-b\-yak 'shakeel'
muu.Nh se to kuchh na kah sake, dil se payaam le liyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unake aage Gam\-e\-dil chhupaanaa pa.Daa}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{}%
\lyrics{Shamim Jaipuri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

unake aage Gam\-e\-dil chhupaanaa pa.Daa
ro rahaa thaa magar muskuraanaa pa.Daa

aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n aa jaise saagar chale
mere saatho.n ko bhii la.Dakha.Daanaa pa.Daa

aaj phuulo.n kii begaanagii dekhakar
mujhako kaa.NTo.n se daaman sajaanaa pa.Daa

ham bhii zid par 'shamiim' apanii aa hii gaye
bijaliyo.n me.n nasheman banaanaa pa.Daa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{us bazm me.n mujhe nahii.n banatii hayaa kiye}%
\film{? (Non-Film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{}%
\lyrics{Ghalib}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

us bazm me.n mujhe nahii.n banatii hayaa kiye
baiThaa rahaa agarache ishaare hu_aa kiyaa

kis roz tohamate.n na taraashaa kiye huzuur
kis din hamaare sar pe na aare chalaa kiye

zid kii hai aur baat magar Kuubarii nahii.n
bhuule se usane saika.Do.n waad\-e\-wafaa kiye

'Gaalib' tumhii.n kaho ke milegaa jawaab kyaa
maanaa ke tum kahaa kiye aur wo sunaa kiye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaad dilavaate hai.n vo yuu.N meraa afasaanaa mujhe}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Prof. Ramzaan Khan}%
\lyrics{Faiyyaaz Hashmi}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Date: 17 Feb 2003
% Credits: U V Ravindra
% Comments: GEETAnjali Series.

\printtitle
#indian

yaad dilavaate hai.n vo yuu.N meraa afasaanaa mujhe \-2
gaahe gaahe kah diyaa karate hai.n diivaanaa mujhe  \-2

dil Kudaa ka ghar hai aur is ghar me.n hai ik but kii yaad
ishq ne baKshaa hai ye kaabe me.n butaKaanaa mujhe \-2

merii unakii shakl se zaahir hai shaayad soz\-o\-saaz \-2
shammaa unako dekhatii hai aur paravaanaa mujhe \-2

unakii do mastaanaa aa.Nkho.n kaa tasavvur haay\-haay
mil gayaa baiThe biThaaye ek maiKaanaa mujhe \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye chaa.Nd chamakaa is liye}%
\film{non-Film}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Vithal Shinde}%
\lyrics{Awtaar K Agarwal}%

% Contributor: Satish <satishsekar@hotmail.com>
% Transliterator: Satish <satishsekar@hotmail.com>
% Date: 26 Feb 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ye chaa.Nd chamakaa is liye
ki chaa.Ndnii zindaa rahe
mai.n jii rahaa huu.N is liye 
ki zindagii zindaa rahe
ye chaa.Nd chamakaa is liye

dil me hazaaro.n gham bhare
aa.Nsuu bhare aahe.n bharii.n
kyaa jaanataa koii bhalaa
kitanii bhujii chaahe.n bharii.n
kitanii bhujii chaahe.n bharii.n
mai.n gaa rahaa huu.N is liye
ki raaginii zindaa rahe
mai.n jii rahaa huu.N is liye 
ki zindagii zindaa rahe
ye chaa.Nd chamakaa is liye

jalatii shamaa jalataa badan
milakar jagaade.n pyaar ko
meraa sanam koi nahii
meraa sanam koi nahii
mujhako mile upahaar kyo.n
upahaar kyo.n
mai.n jal rahaa huu.N is liye
ki roshanii zindaa rahe
mai.n jii rahaa huu.N is liye 
ki zindagii zindaa rahe
ye chaa.Nd chamakaa is liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
