hum dushman ko bhi pakeeza saza detai hain
haath utha tay nahi
nazron say gira daite hain
Jise dil diya woh dilhi chali gayi..
Jise pyar kiya woh italy chali gayi...
Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim...
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi...
Dil na umid to nahi, nakam hi to hai,
Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.
Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
bhir bhi Yaaron Doob raha hun.
Dil ko kya ho gaya khuda jaane
yon hai aisa udaas kya jaane
eh diya maine haal aur dil apna
sko hum jaane ya khuda jaane...
Bari mushkil me hu,
mein kaise izhaar karu,
tu to khushbu hain,
tujhe kaise giraftar karu....
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hai,
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hain,
Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad jate hai...
Buj gaya bhi to kya apne dil ke diya,
Abh na roenge hum roshni ke liye,
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare,
Dard kai hai bus zindagi ke liye...
Tumhare pyaar me hamne bhohot chote khaye,
Jiska hisaab na hosake utne dard paye,
Phirbhi tere pyaar ki kasam khake kehtahu,
Hamare lab pe tumhare liye sirf pyaar aaye
Khuda kisiki muhabbat pe fida na kare,
Agar kare to zindagi bhar judaa na kare...
Mere dilki har dharkan tumhare liye hai,
Meri har muskurahat tumhari nadaani ke liye hai,
Tumhari har ada mere dilko churane ke liye hai,
Abh to meri zindagi tumhare intezaar ke liye hai...
Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte,
Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai...
Hum Ko tu Apn nai marha
gairoo mein kaha dam tha
hamare kashti waha dobein
jaha pani kam tha
Mera Har Din teri har har raat sao behtar ho gha
mera har lamha tere jazbaad sai behter ho gha
tu dekhe gi apni chamaktein ankho sai
mera janaza teri barat sai behter ho ha
takdir hai magher kismat nahi khulti
taj mehal banana chahta hoo
magher mumtaz nahi miltee
chandni chand sai hotey hai sitaro sai nahi
mohabbat 1 sai hotey hai hazaro sai nahi
chandni chand sai hoghe tu sitaro kah kia ho gha
mohabbat 1 sai hoghe tu hazaroo kah kia hogha
apple katta ho knife sai
pani peta ho pipe sai
kiya zamana agiya hai
mar khata ho wife sai
Dil ko kya ho gaya khuda jaane
yon hai aisa udaas kya jaane
eh diya maine haal aur dil apna
sko hum jaane ya khuda jaane...
Kaate nahi kat the hai lamhe intezar ke
Nazre jama ke baithe hai rasthe pe yaar ke
dil ne kaha dekhe jo jalw-e-husn yaar ke
laaya hai koun inhe palak se uthaar ke
Khath tho unhe likha jaatha hai jo kisi manzil par ho
hum aapko khath kaise likhe aab jo humare dil me ho
Jogi ko pyar hai apni raakh se
kabaadi ko pyar hai apni khaak se
Jogi ko pyar hai apni raakh se
kabaadi ko pyar hai apni khaak se
Jasoos ko pyar hai apni jhaakh se
aur hame pyar hai aapki khoobsoorat aankh
Wo mehfil hi kya hai jisme chaand se mukde na ho
Wo khaana hi kya hai jisme chips ke tukde na ho
Wo tabela hi kya hai jisme das bakre na ho
are yaaro wo dost hi kya hai jo nakhre na ho
Dil mein yaadon ki tarha
Aakhon mein aasu ki tarha
Dost, tum mere paas ho
Dost, tum mere paas ho
Phoolon mein khusbhu ki tarha
Jaab nikalega teri gali se mera janaza,
bas khirki se deik lena,
bus itni hi guzarish hai ke dou aansu baha dena,
magar meri kabar par aakar phool maat charana,
hum pehle hi dabe hue hai hume aur mat dabana...................
Ishq ka rishta bhi kitna aajib hota hai,
door reh kar bhi kitna karib hota hai,
meri barbadi ka gham na karna ai yaaro,
ye to apna apna naseeb hota hai......
Iss dunia mein gham hi gham milenge,
iss dunia mein dost kaam milenge,
jis rah par dunia tumhe choor degee,
usa rah par tumhe hum milenge....
phool khilte hai,
baharo ka sama hota hai,
aise hi mousam mein tou pyaar jawan hota hai,
dil ki baato ko hoto se nahi kehte,
ye fasana to aankho se bayan hota hai......
Kabhi kehte the dost hamara ke
Jaan bhi mangou to hazir hai
Aaj apni biwi ko jaan kehta hai
Aur manga to inkar karta hai...!!!!
do dilo ki dhadkano me ek saaz hota hai
sabko apni apni mohobbat pe naaz hota hai
usme se har ek bewafa nahi hota
uski bewafai ke peeche bhi koi raaz hota hai
Tu ne yeh mashvara suna hai kya ?
Zindagi ishq ke siwaa hai kya !
Kaatali sab sazaye.n ab to bataa,
E sitamagar, mera gunah hai kyaa ?
Aah mehfil main naa nikalane di ,
Chhup ke rona bhi kuchh gunah hai kyaa?
Umr bhar na mila hai mujhako suku.n ,
Maut hi aakhiri panah hai kyaa ?
Ai mere jurm ginaane wale
Tere ghar koi aaina hai kya ?
Chaand itna udaas dhundhala tu ,
Mujhase ziyada, tanhaa hai kyaa?
Ajanabi se woh aaj baithe hain ,
Qatl ka yeh hi din chuna hai kyaa ?
jetney kai baad kah share....
Yeh sher aur shayari kya karte ho,
Sachmuch inme dam nahi,
Hamse bhi kuch puchlo,
Ham bhi kisise kam nahi...
Bewaqufo ki kami nahi gahlib,
Ek dundho to hazaar milteh hai...
Aasmaan se gira ek chaand ka tukda,
Usse bhi sundar aapka mukhra...
Dilme yaado ki tarha, aankhon me aansu ki tarha,
Tum mere paas ho, phoolo me khushbu ki tarha...
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar doHum
yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do
Industrian sari mere yaar kha gayeMeri
Sari jaydaaad rishtedar kha gaye
Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating
banaye mazar to minaar kha gaye
Teri Zulf Jaise Raat Kah Andhera
Ho Jaho Ghanji Kar Do Sawera
Chalo mein batao kya ho tum,
Mere liye meri duniya ho tum.
Chu kar jo guzri woh hawa ho tum,
Mein ne jo mangi woh dua ho tum.
Karey mujh ko jo roshan woh diya ho tum,
Dil yeh kahey mera jiya ho tum.
Kiya mein ney mehsoos woh ehsaas ho tum,
Mere honto ki pyaas ho tum.
Mere baahon ki aas ho tum,
Meri nazar ki talaash ho tum.
Meri zameen ka akaash ho tum,
Mere chehrey ki kashish ho tum.
Mere sitaron ki gardish ho tum,
Meri zindagi ka karaar ho tum.
Mein ney jo chaha woh pyaar ho tum,
Meray intizaar ki raahat ho tum.
Mere dil ki chaahat ho tum,
Tum ho to yeh duniya hai meri,
kaisey kahoo key meri jaan ho tum
Raaton mein ut ut kar jin ke liye rote hai
woh apne maakano mein aaram se sote hai.
kuch log zamane mein aise bhi to hote hai
mehfil mein to hanste hai,tanhai mein rote hai.
Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
Kaun kiske kareeb hota hai
Apna apna naseeb hota hai
Dhoka to wahi deta hai
Jo dil ke kareen hota hai
Maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya
Magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye
Kagaz Kai Insanoo Per agh Ki Nighrani hai
Pyasa Khara Ho Mien Charo Taraf Pani hai
agar hum na hote to
tumhare chehre ko kanwal kaun kehte
agar hum na hote to
tumhari batoon ko ghazal kaun kehte
agar hum na hote to
tumhari tasweer ki ibadat kaun karta
agar hum na hote to
tumhein is duniyan mein mohabbat kaun karta
App hamein milhe yah saza the yah khata the
bher-hal jo bhi hai kise ki neik dua the
Hamein mehsoos hotey hai teri khusboo hawaomein
tujhe hum yad rakhte hai sada apni duao mein
Mazhab ki khobya use kahil nah kar sake
bass 1 hein usool pe woh qurban ho giya
jo hein suna 4 hai jaiz beveya
foren kalmah per kah musalman ho giya
shaiero nai raat bhar basti mein wawela kia
dadh kai hanghame sai sarah mohallah jhag giya
1 zahifa apney bete sai bolhey aghle roz
raat kaisa shoor tha kia koi shair mar giya
hum nai mana kah kuch nahi galib
muft hath ahe tu burha kia hai
jaam shupaney ka bahana na kar....
hum to teri ankhon se pee lenge
tu na aa lekin anne ka vaada to kar ......
hum teri intezaar mein hi jee lenge
hum unke dekhne ko smajhte hai zindagi
unka yeh haal hai ke idhar dekhte hi nahi
pyaar karne wale kisi se darte nahi
waffa karne wale kabhi marte nahi
bohat koshish ki humnein pyaar jatane ki
eik tum ho ke mera yakeen karte hi nahi
socha tha agar tum milo ge toh zindagi mil jaye gi,
lekin humhe kya pata tha tum zindagi bhi le jaao ge
Husn Pe Jab Masti Chhaati Hai ~!~
Shayari Par Bahaar Aati Hai ~!~
Pei Ke Mehboob Ke Badan Ki Saraab ~!~
Zindagi Jhoom-jhoom Jaati Hai
Ishq ka rishta bhi kitna aajib hota hai
Door reh kar bhi kitna karib hota hai
meri barbadi ka gum na karna ai yaaro
ye to apna apna nasib hota hai.....
Yu to pyaar karnaywaale tumhe kam na milenge
Mil jaayenge hum jaise lekin hum na milenge!
Zameen per naam likhkar mitaya na karoo
ankeh sach bolti hai pyaar chupaya na karoo!!!
Hum aapki yaad mein udas hai,
Bas aapse milne ki aas hai,
Chahe dost kitne hi kyu na ho,
Mere liye to aap hi khas hai.
Kanto ko chubhna sikhaya nahi jata,
Phoolo ko khilna sikhaya nahi jata,
Koi ban jata hai khud hi apna,
Kisi ko apna banaya nahi jata.
Gum ki aandhiya aaise chali,
Hum tum bichadh gaye,
Aansu bhi humse puchne lage,
Aapke saathi kidhar gaye.
Ulfat mein kabhi yeh bhi hota hai,
Ankhen hasti hai magar dil rota hai,
Mante hai hum jise manzil apni,
Humsafar uska koi aur bhi hota hai.
Jab yaad tumhari aati hai,
Dil khoon ke aasu rota hai,
Bedard zamana kya jane,
Is pyaar mein kya-kya hota hai.