Om Jayajagadisha Hare, Swami Jayajagadisha Hare
Bhakta jano ke sankata kshana mein doore kare OM
Jo dhyave phala pave, dukha vinashe manaka
Sukh sampati ghara aave kashta mite tana ka OM
Mata pita tum mere sharana ganhun mein kisaki
tum ma bina aur na duja aas karun jisaki OM
Tum ho purana Paramatma, tum ma anterayami
Para Brahama Parameshwara tum ma saba ke swami OM
Tum Karuna ke sagar tum ma palana karta
Mein sevak tum swami kripa karo bharta
Tum ho ek agochar sab ke prana pati
Kis vidha milun dayamein tumko mei kumati
Dinabandhu dukhaharta tum rakshak mere
Karuna hasta badhavo sharana pada tere OM
Vishaya vikar mitavo pap haro deva
Shradha bakthi badhavo santana ki seva OM
[Home] [President's Report] [Membership Form] [Temple Information] [Picture Archive] [Special Poojas] [Directions to Temple] [Latest Events]