Dua
Hazaron baar jo manga karo to
kiya hasil
Sunli jo khuda ne wo dua tum to nahin ho
darwaze pe dastak ki sada tum to nahin ho
Simti hui sharmayi huyi raat ki raani
soyi huyi kaliyon ki haya tum to nahin ho
In ajnabi rahon me nahin koyi bhi mera
kisne muje hue apna kaha tum to nahin ho
Mehsoos kiya tum ko to baraayi ye ankhen
bhige hue kaliyon ki haya tum to nahin ho
darwaze pe dastak ki sada tum to nahin ho