Shayeri sms messages
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye
hum hawao ki tarah jakar use chuh aye
usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya
mudhaton baad meri ankho me ansu aye |
| Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai |
| Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!! |
Dard kitne hai bata nahi sakti,
Zakhm kitne hai dikha nahi sakti,
Ankhon se samjh sako to samjh lo,
Ansoon gire hai kitne gina nahi sakti.. |
Aasu ko palko tak laya mat karo,
Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,
Log muthi mein namak liye phirte hai,
apne zakham unhe dikhaya mat karo. |
| Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti dosti sirf jazbat nai hoti , kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti |
| Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai |
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,.
Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,.
Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,.
Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............ |
Liko Tu Kuch Aahsa liko,
Kay Kalam Bee Ronah Par Majboor Ho jayah
Har Lafz May Woh Dard Pidah Karo,.
Woh Pyar Karnah Pay Majboor Hojayah...... |
Dukh chhupay hoay hain hum dono
Zakham khaay hoay hain hum dono
Aisa lagta hay phir zamany ko
Yaad aay hoay hain hum dono
Tu kabhi chandani thee dhoop that main
Ab to saay hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary say sharmindah
Sir jhukay haoy hain hum dono
Jaisay ek doosaray ki chahat ko
Ab bhulay hoay hain hum dono
Ishq aisa kahan ka ehad(promise)Faraz
Ghar basay hoay hain hum dono. |
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye..
Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye.. |
Milen To Yun Hein Bohot..Aao Ab Milen Yun Bhi..
K Rooh Garmi-e-Infaas Pighal Jaaye.. |
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa..
K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye.. |
Zahe Woh Dil Jo Tammana-e-Tar Mein Taza Rahe..
Khusha Woh Umar Jo Khawbon Mein Hi Behel Jaaye.. |
Har Ik Lehza,Yehi Aarzoo Yehi Hasrat..
Jo Aag Dil Mein Hai Woh Sheir Mein Dhal Jaaye.. |
Tune yeh phool jo zulfon mein sajaa rakha hai
Ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai |
Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa
Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai |
Jaane kab aaya koi dil mein jakhna wala
Isiliye main ne giraban khula rakha hai |
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga
Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai |
|
|