WAHI HAI SAAHIB-E-IMROZ JIS NE APNI MEHNAT SE ZAMAANE KE SAMUNDAR SE NIKALA GOHAR-E-FARDA(N) tomorrows pearl --------------------------------------------------------------------------- TU ABHI REH-GUZAR MEIN HAI QAID-E-MAKAAM SE GUZAR MISAR-O-HIJAAZ SE GUZAR, PAARES-O-SHAM SE GUZAR. egypt (paris iraq) without desire reward JIS KA AMAL HAI BE-GARD US KI JAZA KUCH AUR HAI HUR-O-KHAYAM SE GUZAR, BAADH-O-JAAM SE GUZAR. wine TERA IMAAM BE-HUZOOR, TERI NAMAAZ BE-SUROOR AISI NAMAZ SE GUZAR, AISE IMAAM SE GUZAR. ---------------------------------------------------------------------------- 1. It means that don't confine yourself to any one particular place, you are in a proccess/transit of learning and therefore visit different places 2. One who does deeds without the desire of Janat(HUR & WINE), he will get higher rewards. Although he will also get both the things, but do things without keeping these points in mind. *******************************************************************************<> (dimaag) KHIRD KE PAAS KHABAR KE SIWA KUCH AUR NAHI TERA ILAAJ NAZAR KE SIWA KUCH AUR NAHI. HAR MAKAAM SE AAGE MAKAAM HAI TERA HAYAT ZOQ-E-SAFAR KE SIWA KUCH AUR NAHI (costly price) (preservation of self) GIRA(N) BAHA HAI TO HIFZ-E-KHUDI SE HAI WARNA GOHAR MEIN AAB-E-GOHAR KE SIWA KUCH AUR NAHI (pearl) ----------------------------------------------------------------------- 1. The 1st couplet is referred to Allah that our brains have nothing but information about you. But if we could see you then all the problems of believing would be solved. 2. Always keep travelling in search of new goals because life is nothing but a pleasurous journey. 3. A pearl is just a drop of water which has preserved itself in a shell. It is because of this preservation ability that it is so costly or else it is just a drop of water. It implies that one should guard his Khudi to become valuable in the sight of others. ********************************************************************************p> (death) TERI DUA SE KAZA TO BADAL NAHI SAKTI MAGAR HAI IS SE YEH MUMKIN KE TU BADAL JAYE. TERI DUA HAI KE HO TERI AARZOO POORI MERI DUA HAI TERI AARZOO BADAL JAYE. Although you can not change your destiny, you can change yourself. The next line means that you should not keep any Aarzoos. ********************************************************************************p> (east) (west) (stuck) HUM MASHRIQ KE MUSALMANO KA DIL MAGHRIB MEIN JAA AT'KA HAI WAHA KUNTAR SAB BILLORI HAI, YEHA EK POORANA MAT'KA HAI. (crystal glass) (pot) (destroy) (yes) IS DAUR MEIN SAB MIT JAAYENGE, HA(N)! BAAKI WOH REH JAYEGA JO QAYAM APNI RAAH PE HAI AUR PAKKA APNI HUT KA HAI. (maqsad) (witnessers) AY! SHEIKH-O-BRAHMAN SUNTE HO KYA AHL-E-BASEERAT KEHTE HAI GARDOO NE KITNI BULANDI SE UN QAUMOO KO DE PATKA HAI. (storms) 2. this line says about the communities which are strict in their motives like Iran. 3. This line says that people have witnessed the doom of great empires, kingdoms and kings themselves. So those countries who are off track are bound to face annihilation. ********************************************************************************p> (this full ashaar is directed to Allah) (hair) (lusturous) GHAISOO-E-TAABDAAR KO AUR BHI TAABDAAR KAR HOSH-O-KHIRD SHIKAR KAR QALB-O-NAZAR SHIKAR KAR. (aqall) (heart) ISHQ BHI HO HIJAAB MEIN HUSN BHI HO HIJAAB MEIN YA TU KHUD AASHKAAR HO YA MUJH KO AASHKAAR KAR. (visible) BAAG-E-BAHISHT SE MUJHE HUKM-E-SAFAR DIYA THA KYO KAAR-E-JAHA(N) DARAZ HAI AB MERA INTAZAAR KAR. ROZ-E-HISAAB JAB MERA PESH HO DAFTAR-E-AMAL AAP BHI SHARMSAAR HO, MUJH KO BHI SHARMSAAR KAR. 1. Its implied meaning is that Allah make your signs more & more powerful. Make my mind & heart your captive such that they are used only for your purpose. 2. My origination is also a unseen (unknown) and you are also unseen. Either you make yourself visible or make my purpose of origination clear. 3. 4. When my book of deeds is bought in the open on the Dooms day, it will make you feel ashamed of your creation and it will make me also feel ashamed of myself. ********************************************************************************p> MUMKIN HAI KE TU JISKO SAMAJTA HAI BAHARA AURO(N) KI NIGAHO MEIN HO MAUSAM WOH KHIZA KA SHAYAD KE ZAMI HAI WOH KISI AUR JAHA(N) KI TU JISKO SAMAJHTA HAI FALAQ APNE JANA(N) KA *******************************************************************************<> MOHABBAT KA JUNOO(N) BAKI NAHI HAI MUSALMANO MEIN KHOON BAKI NAHI HAI SAFAE(N) KAJ, DIL PARESHAN, SAJDA BEZOOK KE JAZBA-E-ANDROO(N) BAKI NAHI HAI RAGO(N) MEIN LAHU BAKI NAHI HAI WOH DIL, WOH AAWAAZ BAKI NAHI HAI NAMAAZ-O-ROZA-O-QURBANI-O-HAJ YEH SAB BAKI HAI TU BAKI NAHI HAI *******************************************************************************<> SITARO SE AAGE JAHAN AUR BHI HAI ABHI ISHK KE IMTIHAAN AUR BHI HAI TAHI ZINDAGI SE NAI YEH FIZAA-E YAHA SAIKDO KARWAAN AUR BHI HAI KINAAT NA KAR ALAM-E RANGO BU PAR CHAMAN AUR BHI, AASHYAAN AUR BHI HAI AGAR KHO GAYA EK NASHEMAN TO KYA GAM MAKAMATE AHO FAGA AUR BHI HAI TU SHAHEEN HAI PARWAAZ HAI KAAM TERA TERE SAAMNE AASMA AUR BHI HAI ISI ROZO SHAB MEIN ULAJ KAR NA REHJA KE TERE ZAMANO MAKAAN AUR BHI HAI GAYE DIN KE TANHA THA MEIN ANJUMAN MEIN YAHA AB MERE RAZDAAN AUR BHI HAI *******************************************************************************<> HAI YAAD MUJHE NUKTA-E-SULAIMAN-E-KHUSH AHANG DUNYA NAHI MARDANE JAFAKASH KE LIYE TANG CHEETEH KA JIGAR CHAHIYE SHAHEEN KA TAJASSUS JI SAKTA HAI BE-ROSHNI DAANISH-O-FARHANG KAR BULBUL-O-TAOOS KI TAKHLEED SE TAUBA BULBUL FAKAT AWAAZ HAI TAOOS FAKAT RANG ********************************************************************************p> POOCH US SE KE MAQBOOL HAI FITRAT KI GAWAAHI TU SAHIB-E-MANZIL HAI KE BHATKA HUA RAHI KAAFIR HAI MUSALMA(N) TO NA SHAHI NA FAKIRI MOMIN HAI TO KARTA HAI FAKIRI MEIN BHI SHAHI KAAFIR HAI TO SHAMSHEER PE KARTA HAI BHAROSA MOMIN HAI TO BE-TEGH BHI LADTA HAI SIPAHI KAAFIR HAI TO TAAB-E-TAQDEER MUSALMA(N) MOMIN HAI TO WOH AAP HAI TAQDEER-E-ILAAHI ********************************************************************************p> (alert) (gradually) DIL ZINDA-O-BEDAAR AGAR HO TO BA-TADREEJ BANDE KO ATA KARTA HAI CHASHME-NIGRAA(N) AUR (way to look) (difference) ALFAZ-O-MAANI MEIN TAFAWAT NAHI LEKIN MULLAH KI AZAA(N) AUR, MUJAHID KI AZAA(N) AUR PARWAAZ HAI DONO KI ISI EK FIZAA MEIN KARGAZ KA JAHA(N) AUR HAI, SHAHEEN KA JAHA AUR (vulture) 1. If your heart is alive and alert then gradually Allah gives his banda different way to look at things. 2. Both Mulla and Mujahid say Allah-O-Akbar, Although words and meaning are same, but there is a differnce in purpose 3. Although both Vulture and Falcon fly in the same sky, both have different way of living, vulture flies low and lives on dead bodies, where as falcon flies high and lives on preys. |
Name: |
Email: |
![]() |