lyrics________________
______________________________________

Qarar - Ali Haider

Qarar dil ka qarar tumhe to ho to tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha
Qarar dil ka qarar tumhe to ho to tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha

Dekhoon tumhai apnee ankhon se sapnon mai neendon khiyaalon mai
Dekhoon tumhai apnee ankhon se sapnon mai neendon khiyaalon mai
Tum mujh ko apna bana lena
Dharkan se dharkan mila lena
Dewar koi dewar samne jo ayee gira doon gaa
Haan mai gira doon

Qarar dil ka qarar tumhe to ho to tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha

Kerta rehoon piyaar kee batain sawan kee jese ho barsatain
Kerta rehoon piyaar kee batain sawan kee jese ho barsatain
Jado yeh tumne kiya kese
Mujh ko bhe mujh se juda kerke
Haan piyaar jab bhee chaho paas piyar se mujh ko bula lena
Haan tum bula lena

Qarar dil ka qarar tumhe to ho to tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha
Qarar dil ka qarar tumhe to ho to tum se yeh kehna tha
Haan tum se kehna tha

Qarar tumhee ho Qarar Qarar
Tumhee ho Qarar

Copy right © 2001 All Right Reserved By we'n'ours Group

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

||home||,download||,assignment||,chat,||guestbook||,wallpapers,||links||,classified||,mobile,||music,||

||entertainment,||e group,||jokes,||about us||