What do Smart Sardar and UFOs have in common?
You always hear about them but you never
see them.
Why does it take longer to build a Sardar
snow-man as opposed to a regular
one?
You have to hollow out the head.
Teacher: Kal inispector
ayinga. Kochchanaa (questions) puchinga. Sab
achchaa padkey aau. Koi galath answer deengaa
naa
tho main uske
pairaan thodtoom.
Chotu: Iski maakki.
Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya
kochchanaa puchta kathey?
Teacher: Abey
tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera
moo khola to gaaliaan ati. Tereku main absent
nai daalthaum. Ghar pe
baithkey gotiyaan khel. Tu school aayingaa to
inispector ke saamney mere
izzat ki biryaani karke khaaingaa tu.
So our Chotu is
excited, goes home and tells his father that he is
not going to school the next day.
Father: Yeah kyaa
hai..ischool hai paan dabba hai? Gaand maartoom
saale tu ischool nai gaya to.
Chotu: Arey Bava,
mera teacher bola nakko aao bolke.
Father: Usku akhal
hai! Begum suno! Chotu ischool nai jayinga kathey
kal. Agar ino ischool nai gaya to kaise padhinga?
Chotu, agar tu
kal ischool nahin gaya naa, tere haathan pairaan thod
daaltaum.
So Chotu cries
and finally agrees to go to school.
Next day at inschool,
Teacher is very upset to see Chotu back:
Teacher: Arey teri
maakki. Nakko aao bole to bhi kyun aaya re?
Chotu: Mera bava
gaand phodtum bola ischool nai gaya to.
Teacher: offo?!
Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith
aur inispector aya to chchup jaa. Dikhnaich nai.
Kuch bhi gadbad karinga naa
meri noukri gaand lag jayingi.
So Chotu goes
to sit in the last bench hiding behind a tall guy.
Inspector comes
for the visit.
Inspector: Adaab.
Teacher: Adaab
saab. Bachen acha padrain saab Kochchanaa puchey to
answeraan yun bolte.
Inspector: Abaa?
Offo! Ithney kilever (clever) hai aapke bachchey?
Achchaa, ek bahuth
easy sawaal - Hamarey body mein sab se nazook
cheez kaun si hai?
Teacher: Arey
Imtiyaz tu bata rey!
Imtiyaz: Saab,
Khaleja saab.
Inspector: Aisa!
..... woh kyun?
Imtiyaz: Saab,
khaleja hai to sab kuch hota. Agar woh gaya naa, kuch
bhi nahin hota saab.
Inspector: Abaa,
kya tez potta hai rey! Aur koi?
Teacher: Arey
Akram, tu bata re.
Akram: Saab bheja
saab. Bhejey ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin
rehta saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey,
iscooter ku kick
bhi nai maar sakthey saab.
Inspector: Abey
Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke
jaiseich answeraan bolrai naa!!
In the meantime
Chotu is trying very hard to hide but Inspector sees
him. He thinks Chotu is hiding because he does
not
know the answer.
Inspector: Woh
last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka
naam kya hai?
Teacher: kaun
saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku dikhaa re tu)
Woh Chotu hai
saab.
Inspector: Chotu?
Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai
naamaan! Chotu, woh lambu ke peechchey kaiku
chchup raa tu?
Chotu: Saab main
moo khola to teacher maaringi saab.
Inspector: Tereku
yaa mereku??
Teacher: Arey
kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye
potta ekdam badmaash hai saab, jhoot bolraa.
Abey Chotu, answer maloom hain
to bol nai tho khaamoosh baith jaa mere baap
tere pau padthaum.
Chotu: Saab answer
Gaand hai saab.
Teacher: Allah!!
Ino moo khola meri gaand lag gayi re!!!
Inspector: Abey
kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney
aisaich baathaan karthey! Yeich sikhaaye tumhaarey
amma-bavaa? Gaand kahaan
kaa answer hai re?
Chotu: Hau saab,
gaand ich sabse naazook cheez hai. Kaiku boletho
wahaan pe dilli mein baamb phata....Yahan Hydrabad
mein apni gaand phat
thi.. Yahaan old city mein gadbadaan shuru hothey....wahaan
new city mein
sabki gaand phat thi gadbadaan wahaan phailtey
kyaaki bolkey. Udhar kyoon
saab, main yeh answer bolraun naa, mere teacher
ki gaand phatrai dekho!